logo

Na Aadami Ka Koyi Bharosa lyrics, Na Aadami Ka Koyi Bharosa hindi lyrics

Aadmi 1968

Free Na Aadami Ka Koyi Bharosa mp3 song

We presents for now Na Aadami Ka Koyi Bharosa mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Save As Play & Listen
Na Aadami Ka Koyi Bharosa
Artist : Mohammad Rafi
Na Aadami Ka Koyi Bharosa Song Lyrics

Song Lyrics: Na Aadami Ka Koyi Bharosa
Song Lyrics Movie or Album: Aadmi (1968)
Singer(s): Mohammad Rafi
Music Director(s): Naushad
Lyricist(s): Shakeel Badayuni


 Lyrics


teri mohabbat pe shak nahi hai
teree wafao ko manata hu
magar tujhe kiski aarju hai
main yeh hakikat bhi janata hu

na aadami ka koyi bharosa
naa dosti ka koyi thikana
wafaa kaa badalaa hain bewafayi
ajab jamana hain yeh jamana
na aadami ka koyi bharosa

naa husn mein abb woh dilakashee hai
naa ishk mein abb woh jindagi hai
jidhar nigaahe uthake dekho
sitam hain dhokhaa hain berukhi hai
(badal gaye jindagee ke nagame
bikhar gayaa pyaar kaa tarana) - (2)
na aadami ka koyi bharosa

dawa ka badale mein jeher de do
utaar do mere dil mein khanjar
lahu se sincha tha jis chaman ko
uge hain shole ussi ke andar
(mere hee ghar ke charaag ne khud
jala diya mera aashiyana) - (2)
na aadami ka koyi bharosa
naa dosti ka koyi thikana
wafaa kaa badalaa hain bewafayi
ajab jamana hain yeh jamana...


Posted by: {Anamika Tyagi}

Na Aadami Ka Koyi Bharosa Video Song
Youtube Video Description :



Recent Tags : Download Na Aadami Ka Koyi Bharosa song, Na Aadami Ka Koyi Bharosa download mp3 songs | Na Aadami Ka Koyi Bharosa lyrics | Na Aadami Ka Koyi Bharosa mp3 Download | Na Aadami Ka Koyi Bharosa free download | Na Aadami Ka Koyi Bharosa free mp3 song download | Na Aadami Ka Koyi Bharosa Online mp3 song | Na Aadami Ka Koyi Bharosa download mp3 song | Na Aadami Ka Koyi Bharosa free songs | Na Aadami Ka Koyi Bharosa Download bollywood movie song