logo

Sajana saath nibhana lyrics, Sajana saath nibhana hindi lyrics

Doli 1969

Free Sajana saath nibhana mp3 song

We presents for now Sajana saath nibhana mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Save As Play & Listen
Sajana saath nibhana
Artist : Asha Bhosle
Sajana saath nibhana Song Lyrics

Song Title : Sajana Saath Nibhana
Movie/Album Name: DOLI
Singer(s) : ASHA BHOSLE, MAHENDRA KAPOOR

Lyrics:

sajana saath nibhana - 2
saathi meri baharon ke raah mein chhod na jaana
sajana saath nibhana - 2
saathi meri baharon ke raah mein chhod na jaana
sajana saath nibhana

aake chala jaaye zamana jo bahaar ka
phool murjhaye na tere mere pyar ka
aake chala jaaye zamana jo bahaar ka
phool murjhaye na tere mere pyar ka
aaj ke vaade sajana
aaj ki baaten sajana
bhul na jaana - 2
sajana saath nibhana - 2
saathi meri baharon ke raah mein chhod na jaana
sajana saath nibhana

waise toh hazaaron nazaren meri raah mein
ek bas tu hi samaya hai nigaahon mein
waise toh hazaaron nazaren meri raah mein
ek bas tu hi samaya hai nigaahon mein
pyar ki rasmein sajana
pyar ki kasmein sajana
bhul na jaana - 2
sajana saath nibhana - 2
saathi meri baharon ke raah mein chhod na jaana

rafi
kisne saath nibhaya - 2
dil ko ek khilona samjha
khela aur thukraya
kisne saath nibhaya
rafi
kaha ke yeh vaaden yeh kasmein kaha ki
kaha hai woh duniya yeh baaten hai jaha ki
kaha ke yeh vaaden yeh kasmein kaha ki
kaha hai woh duniya yeh baaten hai jaha ki
jhoothi nagari jhoothe jogi
preeet bhi sachhi kaise hogi
achha dhong rachaya - 2
kisne saath nibhaya - 2
dil ko ek khilona samjha
khela aur thukraya
kisne saath nibhaya

Posted by : Ravi Sahu

Sajana saath nibhana Video Song
Youtube Video Description :



Recent Tags : Download Sajana saath nibhana song, Sajana saath nibhana download mp3 songs | Sajana saath nibhana lyrics | Sajana saath nibhana mp3 Download | Sajana saath nibhana free download | Sajana saath nibhana free mp3 song download | Sajana saath nibhana Online mp3 song | Sajana saath nibhana download mp3 song | Sajana saath nibhana free songs | Sajana saath nibhana Download bollywood movie song