logo

Mohabbat hai suresh lyrics, Mohabbat hai suresh hindi lyrics

Prem Rog 1982

Free Mohabbat hai suresh mp3 song

We presents for now Mohabbat hai suresh mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Save As Play & Listen
Mohabbat hai suresh
Artist : Suresh Wadkar
Mohabbat hai suresh Song Lyrics

Song Title : Mohabbat Hai Kya Chiz
  Movie/Album Name: PREM ROG
Singer(s) : LATA MANGESHKAR, SURESH WADKAR

Lyrics:

female
ye din kyon nikalta hai, ye raat kyon hoti hain 
ye peed kahaan se uthati hai, ye ankh kyon roti hai
(muhabbat hai kya chiz

muhabbat hai kya chiz , ham ko bataon .
ye kisne shuru ki, kisne shuru ki, hamein bhi sunao

muhabbat hai kya chiz , ham ko bataon
ye kisne shuru ki,hamein bhi sunao
muhabbat hai kya chiz - 2

male
sham tak tha ek bhawara phool par mandala rha
raat hone par kamal ki pankhudi me band tha
kaid se chhuta subaha to
humne pucha kya hua
kuch na bola kuch na bola--3
apni dhun me
bas yahi gaata rha
muhabbat hai kya chiz , ham ko bataon
ye kisne shuru ki,hamein bhi sunao


female
muhabbat hai kya chiz-2
(dahakta hai badan kaise, sulagti hain ye saansen kyon
ye kaise aag hoti hai, pighalti hai ye shama kyon ) - 2


male
jal uthi shama to machal kar, parvana aa gaya
aag ke daman men, apne aap ko liptaa diya
hamne puchha dusare ki, aag mein rakha hai kya - 2
kuch na bola, kuch na bola, kuch na bola apni dhun mein
bas yahi gata raha



female
(muhabbat hai kya chiz , ham ko bataon
ye kisne shuru ki, kisne shuru ki, hamein bhi sunao ) ......[2]
muhabbat hai kya chiz - 2


male
ek din guzare jo ham, maikade ke mod se
ek maikash chala tha, may se rishta tod ke
hamane puchha kis liye tu, umra bhar pita raha - 2
kuch na bola, kuch na bola, kuch na bola apani dhun mein
bas yahi gaata raha


female
muhabbat hai kya chiz , ham ko bataon
ye kisne shuru ki, kisne shuru ki, hamein bhi sunao

muhabbat hai kya chiz - 2
nasha hota hai....... kaisa
bahakte hai kadam kaise
nazar kuch bhi nahi aata
ye masti kaisi hoti hai


male
ek din guzare jo hum maikade ke mod se
ek maikash ja rha tha mai se rishta jod ke
humne bola kisliye tu umra bhar pita rha
kuch na bola, kuch na bola, kuch na bola apani dhun mein
bas yahi gaata raha


BOTH
muhabbat hai kya chiz , ham ko bataon

female
ye kisne shuru ki, kisne shuru ki, hamein bhi sunao


BOTH
muhabbat hai kya chiz , ham ko bataon
female
ye kisne shuru ki, kisne shuru ki, hamein bhi sunao
muhabbat hai kya chiz

muhabbat hai kya chiz
muhabbat hai kya chiz



(rosiva)

Mohabbat hai suresh Video Song
Youtube Video Description :



Recent Tags : Download Mohabbat hai suresh song, Mohabbat hai suresh download mp3 songs | Mohabbat hai suresh lyrics | Mohabbat hai suresh mp3 Download | Mohabbat hai suresh free download | Mohabbat hai suresh free mp3 song download | Mohabbat hai suresh Online mp3 song | Mohabbat hai suresh download mp3 song | Mohabbat hai suresh free songs | Mohabbat hai suresh Download bollywood movie song