Jane Kaisa Jadu Kiya Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Jane Kaisa Jadu Kiya Artist : Asha Bhosle |
Save As | |
| Jane Kaisa Jadu Kiya Artist : Asha Bhosle |
Save As |
Jane Kaisa Jadu Kiya Song Lyrics
Song Lyrics Title = Jane Kaisa Jadu Kiya
Song Lyrics Movie = Parvarish (1958)
Singers =Asha Bhosle, Sudha Malhotra
Song Lyricists =Hasrat Jaipuri
Music Composer =Dattaram Wadkar
Director =S. Bannerjee
Music Label =Saregama
Starring =Raj Kapoor, Mala Sinha, Mehmood,
Lalita Pawar
mp3 songs
((Iss kadar tera tassvur kabhi badh jaata hai
Iss kadar tera tassvur kabhi badh jaata hai
Aayina dekho tum tera najar aata hai
Aa aa aa aa…..
Jaane kaisa jaadu kiya re
Bedardi baalam jaane kaisa jaadu kiya re
Aa aa aa aa…..
Jaane kaisa jaadu kiya re
Saawariya jaalam jaane kaisa jaadu kiya re
Najar milaake piya haay
Najar milaake piya dil hamara loot liya
Najar mila, najar milaake piya dil hamara
Loot liya ho ooo…
Jaane kaisa jaadu kiya re bedardi baalam
Jaane kaisa jaadu kiya re saawariya jaalam
Jaane kaisa jaadu kiya re
Tere bina toh hamein nind bhi na aati,
Nind bhi na aati
Tere bina toh hamein nind bhi na aati,
Nind bhi na aati
Saari raat haay meri jaan ghabraati,
jaan ghabraati aa….
Jaane kaisa jaadu kiya re bedardi baalam
Jaane kaisa jaadu kiya re saawariya jaalam
Jaane kaisa jaadu kiya re
Idhar toh aa aa aa aa…
Idhar toh aa mere raaja tujhe hamari
Kasam ho o o o…
Idhar toh aa, idhar toh aa , idhar toh aa
Mere raaja tujhe hamaari kasam ho o o o…
Tere bagair bhala kaise ji sakenge hum
Tere bagair bhala kaise ji sakenge hum
Ho o o o…
Jaane kaisa jaadu kiya re bedardi baalam
Jaane kaisa jaadu kiya re aa aa aa…
Jaane kaisa jaadu kiya re saawariya jaalam
Jaane kaisa jaadu kiya re...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Jane Kaisa Jadu Kiya Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Jane Kaisa Jadu Kiya
Movie / Album
Parvarish 1958
Artist / Section
Asha Bhosle
Related Songs from Parvarish 1958
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Jane Kaisa Jadu Kiya in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







