logo

Mausam Ye Suhana Hai lyrics, Mausam Ye Suhana Hai hindi lyrics

Ghar Ki Izzat 1994

Free Mausam Ye Suhana Hai mp3 song

We presents for now Mausam Ye Suhana Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Save As Play & Listen
Mausam Ye Suhana Hai
Artist : Asha Bhosle
Mausam Ye Suhana Hai Song Lyrics

Song Lyrics Title = Mausam Ye Suhana Hai
Song Lyrics Movie = Ghar Ki Izzat (1994)
Singers = Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Amar Biswas, Utpal Biswas
Director = Kalpataru
Starring = Jeetendra, Rishi Kapoor, Juhi Chawla, Anita Raaj,
Asha Parekh, Kader Khan, Shakti Kapoo
Release on = 16th December, 1994


mp3 songs


Mausam ye suhana hai
Mera dil bhi deewana hai
Mausam ye suhana hai
Mera dil bhi deewana hai
Aaj jaane ki jid na karo
Aaj jaane ki jid na karo
Haye dil ko muskil manana hai
Dil ko muskil manana hai
Mausam to bahana hai
Tumhe mujhko satana hai
Aji roko na jaane bhi do
Mujhe roko na jaane bhi do
Dil ka dusman zamana hai
Dil ka dusman zamana hai

Teri chahat ki khushbu hawao mein hai
Teri ulfat ki rangat fizao mein hai
Teri chahat ki khushbu hawao mein hai
Teri ulfat ki rangat fizao mein hai
Been kiye ye kadam dagmagane lage
Kya nasha aaj teri nighaho mein hai
Nighaho mein hai
Aji roka na jaane bhi do
Mujhe roko na jaane bhi do
Dil ka dusman zamana hai
Dil ka dusman zamana hai
Mausam ye suhana hai
Mera dil bhi deewana hai

Sabse keh dengi phulo bhari wadiya
Chugli khayengi ye mehki tanhaiyan
Sabse keh dengi phulo bhari wadiya
Chugli khayengi ye mehki tanhaiyan
Bad mudat ke milne ka mauka mila
Fir dobara ye mauka milega kaha
Milega kaha
Aaj jaane ki jid na karo
Aaj jaane ki jid na karo
Haye dil ko muskil manana hai
Dil ko muskil manana hai
Mausam to bahana hai
Tumhe mujhko satana hai
Aji roko na jaane bhi do
Mujhe roko na jaane bhi do
Dil ka dusman zamana hai
Dil ko muskil manana hai
Dil ka dusman zamana hai
Dil ko muskil manana hai.....


Posted by : {Anamika Tyagi}

Mausam Ye Suhana Hai Video Song
Youtube Video Description :



Recent Tags : Download Mausam Ye Suhana Hai song, Mausam Ye Suhana Hai download mp3 songs | Mausam Ye Suhana Hai lyrics | Mausam Ye Suhana Hai mp3 Download | Mausam Ye Suhana Hai free download | Mausam Ye Suhana Hai free mp3 song download | Mausam Ye Suhana Hai Online mp3 song | Mausam Ye Suhana Hai download mp3 song | Mausam Ye Suhana Hai free songs | Mausam Ye Suhana Hai Download bollywood movie song