logo

Teri Pasand Kya Hai lyrics, Teri Pasand Kya Hai hindi lyrics

Ek Din Ka Baadsha 1964

Free Teri Pasand Kya Hai mp3 song

We presents for now Teri Pasand Kya Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Save As Play & Listen
Teri Pasand Kya Hai
Artist : Mohammad Rafi
Teri Pasand Kya Hai Song Lyrics

Song Lyrics Title : Teri Pasand Kya Hai
Song Lyrics Movie : Ek Din Ka Baadsha (1964)
Singer-Rafi
Lyrics-Prem Warbartani,
 MD-Hansraj Bahl

mp3 songs

bulbul ko gul pasand hai
gul ko hain boo pasand
parwaane ko hai shamma ke
jalne ki khoo pasand

teri pasand kyaa hai
ye mujhko khabar nahin
meri pasand ye hai ke
mujhko hai tu pasand
meri pasand ye hai ke
mujhko hai tu pasand
teri pasand kyaa hai
ye mujhko khabar nahin
meri pasand ye hai ke
mujhko hai tu pasand

tera shabaab noor ke saanche mein kyaa dhalaa
suraj chiraag le ke tujhe dhoondne chalaa
main to hoon kyaa ke saare jahaan ko hai tu pasand
jahaan ko hai tu pasand
teri pasand kyaa hai
ye mujhko khabar nahin
meri pasand ye hai ke
mujhko hai tu pasand
meri pasand ye hai ke
mujhko hai tu pasand

tu shahkaar-e- husn hai main tujh se kyaa kahoon
kis munh se kis zubaan se tujhe bewafaa kahoon
mehndi ke badle tujh ko hai mera lahoo pasand
mera lahoo pasand
teri pasand kyaa hai
ye mujhko khabar nahin
meri pasand ye hai ke
mujhko hai tu pasand
meri pasand ye hai ke
mujhko hai tu pasand

ae mere chaand
meri mohabbat ke aasmaan
jo baat tujh mein hai
wo kisi hoor mein kahaan
keh doonga main khuda se bhi
mujhko hai tu pasand
mujhko hai tu pasand
teri pasand kyaa hai
ye mujhko khabar nahin
meri pasand ye hai ke
mujhko hai tu pasand
meri pasand ye hai ke
mujhko hai tu pasand




Teri Pasand Kya Hai Video Song
Youtube Video Description :



Recent Tags : Download Teri Pasand Kya Hai song, Teri Pasand Kya Hai download mp3 songs | Teri Pasand Kya Hai lyrics | Teri Pasand Kya Hai mp3 Download | Teri Pasand Kya Hai free download | Teri Pasand Kya Hai free mp3 song download | Teri Pasand Kya Hai Online mp3 song | Teri Pasand Kya Hai download mp3 song | Teri Pasand Kya Hai free songs | Teri Pasand Kya Hai Download bollywood movie song