Nainan mein barsaat lyrics, Nainan mein barsaat hindi lyrics

Nainan mein barsaat Song Lyrics
Song Title : Nainan Mein Barasaat
Movie/Album Name: NAND KISHORE
Singer(s) : LATA MANGESHKAR
Lyrics:
Movie/Album Name: NAND KISHORE
Singer(s) : LATA MANGESHKAR
Lyrics:
nainan mein barasaat man mein kaajal kaali raat - 2
andhakaar hi andhakaar hai diwas rain ban jaat - 2
nainan mein barsaat man mein kaajal kaali raat
hooooooooooooo
prit karuun ya rit nibhaayuun - 2
man ki sunu ya tan ki
maati ki maala dekhuun ya shobha man madhuban ki
shobha man madhuban ki...[2]
(praanon ka hansa vyaakul hai
biraha saha nahin jaat) - 2
nainan mein barsaat man mein kaajal kaali raat
hoooooooooo
ek aur dekhenge naate alakh duusari aur
ankhiyaan chandra chakor bani hai
chanda nand kishore - 2
(ansuan mein zarate angaare
dukh nahin nain samaat) - 2
nainan mein barsaat man mein kaajal kaali raat
POSTED BY;DEVI MANDAL