Maine sawan se kaha Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Maine sawan se kaha Artist : XYZ |
Save As | |
| Maine sawan se kaha Artist : XYZ |
Save As |
Maine sawan se kaha Song Lyrics
Song Lyrics Title : Maine sawan se kaha
Song Lyrics Movie : Aankhon mein tum ho 1997
Singers : Kumar Sanu
Song Lyricists : Anand Bakshi
Music Composer : Anu Malik
Director : Ashim Samanta
Music Label : Saregama
Starring : Sharad Kapoor, Suman Ranganathan, Rohit Roy
Release on : 26th December, 1997
mp3 songs
Maine saawan se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa
Maine baadal se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Baadal ne kaha tu
Pagal hai tu kya
Maine saawan se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa
Maine baadal se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Baadal ne kaha tu
Pagal hai tu kya
Saawan ke bas ki baat nahi
Baadal ke bas ka kaam nahi
Iss rog ki koi dawa nahi
Iss dard ka koi naam nahi
Maine jaam se kaha
Mujhko jalne se bacha
To jaam ne kaha le aag pee jaa
Maine saawan se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa
Mujhko peene ka saukh nahi
Yeh dil ki lagi bujani hai
Aankhon mein kitne aansu hai
Saagar mein kitna paani hai
Maine saagar se kaha
Meri pyas tu bhuja
Saagar ne kaha
Dub ke mar jaa
Maine saawan se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa
Jis roj ye mera dil tuta
Us roj badi barsat hui
Barso mein us harjai se
Ek din jo meri mulakat hui
Maine us se ye kaha
Meri kya hai khata
To usne kaha
Tune pyar hai kiya
Maine saawan se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Saawan ne kaha
Chupke se jal jaa
Maine baadal se kaha
Dil ki aag tu bhuja
Baadal ne kaha tu
Pagal hai tu kya..
Posted by : {Anamika Tyagi}
Maine sawan se kaha Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Maine sawan se kaha
Movie / Album
Aankhon mein tum ho 1997
Artist / Section
XYZ
Related Songs from Aankhon mein tum ho 1997
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Maine sawan se kaha in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







