logo

Jeevan mitana hai lyrics, Jeevan mitana hai hindi lyrics

Armaan 1981

Free Jeevan mitana hai mp3 song

We presents for now Jeevan mitana hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Save As Play & Listen
Jeevan mitana hai
Artist : XYZ
Jeevan mitana hai Song Lyrics

Song Lyrics Title : Jeevan mitana hai
Song Lyrics Movie : Armaan 1981
Singers : Kishore Kumar
Song Lyricists : Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer : Bappi Lahiri
Director : Anand Sagar
Starring : Prema Narayan, Raj Babbar, Ranjeeta, Shammi Kapoor, Shakti Kapoor


mp3 songs


Jivan mitana hai deewanapan
Koi pyaar jivan se pyara nahi
pyara nahi
Ahaha haha ahaha haha
Sare jahan ki amanat hai ye
Ye jivan tumhara tumhara nahin
Sare jahan ki amanat hai ye
Ye jivan tumhara tumhara nahin
Jeene ke laakhon sahare yahan
Bas ek hi to sahara nahin
sahara nahin
Ahaha haha ahaha haha

Agar koi duniya se ruthe to kya
Koi phool khilte hi toote to kya
Agar koi duniya se ruthe to kya
Koi phool khilte hi toote to kya
Sitare hazaaron hai aakash par
Bas ek hi to sitara nahin
sitara nahin
Ahaha haha ahaha haha
Sare jahan ki amanat hai ye
Ye jivan tumhara tumhara nahin
Jivan mitana hai deewanapan
Koi pyar jivan se pyara nahin

Kisike iradon ke khatir jiyo
Kisiki muradon ke khatir jiyo
Kisike iradon ke khatir jiyo
Kisiki muradon ke khatir jiyo
Hai yaadon mein jeena bhi to zindagi
Jeena tumhe kyoon gawara nahin
Gawara nahin
Ahaha haha ahaha haha
Sare jahan ki amanat hai ye
Ye jivan tumhara tumhara nahin
Jivan mitana hai deewanapan
Koi pyar jivan se pyara nahin

Kaisi udasi ye kaisa hai sok
Jivan mein ate hai jate hai log
Kaisi udasi ye kaisa hai sok
Jivan mein ate hai jate hai log
Naya koi saathi khara rahon me
Use pyar se kyun pukara nahin
Pukara nahin
Ahaha haha ahaha haha
Sare jahan ki amanat hai ye
Ye jivan tumhara tumhara nahin
Jivan mitana hai deewanapan
Koi pyar jivan se pyara nahin
Jeene ke lakhon sahare yahan
Bas ek hi to sahara nahin
Sahara nahin
Ahaha haha ahaha haha.


Posted by : {Anamika Tyagi}

Jeevan mitana hai Video Song
Youtube Video Description :



Recent Tags : Download Jeevan mitana hai song, Jeevan mitana hai download mp3 songs | Jeevan mitana hai lyrics | Jeevan mitana hai mp3 Download | Jeevan mitana hai free download | Jeevan mitana hai free mp3 song download | Jeevan mitana hai Online mp3 song | Jeevan mitana hai download mp3 song | Jeevan mitana hai free songs | Jeevan mitana hai Download bollywood movie song