Sau Baar Humne Tumse Kaha Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Sau Baar Humne Tumse Kaha Artist : XYZ |
Save As | |
| Sau Baar Humne Tumse Kaha Artist : XYZ |
Save As |
Sau Baar Humne Tumse Kaha Song Lyrics
Song Lyrics Title : Sau Baar Humne Tumse Kaha
Song Lyrics Movie : Chor Aur Chaand (1993)
mp3 songs
sau baar hamne tumse kahaa
ham chaahte hain tumko piyaa
hey hey aa haa haa, baraa baraa baaraa baaraa
haa haa haa haa ha haa
sau baar hamne tumse kahaa
ham chaahte hain tumko piyaa -2
sau baar hamne tumse kahaa -2
hamne tumhi se pyaar kiyaa -2
sau baar hamne tumse kahaa
sau baar hamne tumse kahaa
ham chaahte hain tumko piyaa
o.., hamne tumhi se pyaar kiyaa
khvaabon mein hameshaa aati ho
aankhon ki neend churaati ho
paayal tum kabhi bajaatii ho
choodi tum khankhanaati ho..
sach ye hai tumne ey dilrubaa -2
dil ye hamaaraa loot liyaa -2
sau baar hamne tumse kahaa -2
ham chaahte hain tumko piyaa -2
chaahaa hai tumhi ko chaaheinge
bichhde to jee na paayeinge
jab bhi tum pukaaro aayeinge
vaadaa ye ham nibhaayeinge
tere sivaa ey jaan-e-vafaa -2
ab zindagi mein rakhaa hai kyaa -2
ho ho, (sau baar hamne tumse kahaa) -2
hamne tumhi se pyaar kiyaa -2
sau baar hamne tumse kahaa -2
ham chaahte hain tumko piyaa -2
Sau Baar Humne Tumse Kaha Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Sau Baar Humne Tumse Kaha
Movie / Album
Chor Aur Chaand 1993
Artist / Section
XYZ
Related Songs from Chor Aur Chaand 1993
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Sau Baar Humne Tumse Kaha in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







