logo

Khamoshiyan Anjaan Si lyrics, Khamoshiyan Anjaan Si hindi lyrics

Dahek 2006

Free Khamoshiyan Anjaan Si mp3 song

We presents for now Khamoshiyan Anjaan Si mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Save As Play & Listen
Khamoshiyan Anjaan Si
Artist : Krishna
Khamoshiyan Anjaan Si Song Lyrics

Song Lyrics Title = Khamoshiyan
Song Lyrics Movie = Dahek (2007)
Singers = Krishna Beura
Song Lyricists = Kunal Bose
Music Composer = Debjit Bera
Director = Aroop Adhikari
Music Label = Venus
Starring = Sharad S. Kapoor, Amit Khaladkar, Rajit Kapoor
Release on = 11th June, 2007


mp3 songs


Khaamoshiyaan Anjaan Si
Thehari Nazar Lambi Kahin
Ehsaas Wo Hai Laajami
Gila Sa Mann, Jina Vahi
Kaisi Kasak Hain Dhadakano Mein
Saanso Mein Aag Si Hain
Na Jaane Kyon Tanha Hain Gumnaam Si Jindagi
Khaamoshiyaan Anjaan Si
Thehari Nazar Lambi Kahin
Ehsaas Wo Hai Laajami
Gila Sa Mann, Jina Vahi
Kaisi Kasak Hain Dhadakano Mein
Saanso Mein Aag Si Hain
Na Jaane Kyon Tanha Hain Gumnaam Si Jindagi

Yaadon Ke Pehare Hain, Kwabon Ke Sehare Hain,
Gujare Sunehare Wo Do Pal bechain Arma Ye,
Pal Bhar Ka Mehma Hain, Ye Dil Na Aise Machal
Yaadon Ke Pehare Hain, Kwabon Ke Sehare Hain,
Gujare Sunehare Wo Do Pal bechain Arma Ye,
Pal Bhar Ka Mehma Hain, Ye Dil Na Aise Machal
Gam Ka Ye Mausam Hain, Waqt Hi To Marham Hain
Hairaan Hain Kyun Jindagi

Khaamoshiyaan Anjaan Si
Thehari Nazar Lambi Kahin

Apane Liye Jinewaale Kya Rakhenge Aur Ke Dil Ka Khabar
Hain Aaj Kal Tha Jo, Kal Phir Ye Ho Na Ho, Chalata Rahega Safar
Apane Liye Jinewaale Kya Rakhenge Aur Ke Dil Ka Khabar
Hain Aaj Kal Tha Jo, Kal Phir Ye Ho Na Ho, Chalata Rahega Safar
Kaatil Iraade Hain, Matlab Ke Waade Hain, Majhdaar Mein Jindagi

Khaamoshiyaan Anjaan Si
Thehari Nazar Lambi Kahin
Ehsaas Wo Hai Laajami
Gila Sa Mann, Jina Vahi
Kaisi Kasak Hain Dhadakano Mein
Saanso Mein Aag Si Hain
Na Jaane Kyon Tanha Hain Gumnaam Si Jindagi
Khaamoshiyaan Anjaan Si
Thehari Nazar Lambi Kahin
Ehsaas Wo Hai Laajami
Gila Sa Mann, Jina Vahi
Kaisi Kasak Hain Dhadakano Mein
Saanso Mein Aag Si Hain
Na Jaane Kyon Tanha Hain Gumnaam Si Jindagi....


Posted by : {Anamika Tyagi}

Khamoshiyan Anjaan Si Video Song
Youtube Video Description :



Recent Tags : Download Khamoshiyan Anjaan Si song, Khamoshiyan Anjaan Si download mp3 songs | Khamoshiyan Anjaan Si lyrics | Khamoshiyan Anjaan Si mp3 Download | Khamoshiyan Anjaan Si free download | Khamoshiyan Anjaan Si free mp3 song download | Khamoshiyan Anjaan Si Online mp3 song | Khamoshiyan Anjaan Si download mp3 song | Khamoshiyan Anjaan Si free songs | Khamoshiyan Anjaan Si Download bollywood movie song