PKSongPK

chalen hum Matched Song & Lyrics

chalen hum songs

Results for chalen hum

Browse the matching records currently available in the PKSongPK catalogue. Open a song for its detail page or use an available third-party playback source.



derben clove laptop bag

Matched Song & Lyrics

1 result
Song Source Play & Listen
chalen hum
Visit Derben Clove
Visit Site ▶ 0:00 / 0:00 🔊 ⋮
Chalenge Ter Jab Dil Par
Artist : Lata Mangeshkar
Save As

Chalenge Ter Jab Dil Par Song Lyrics

Matched from “chalen” · Album: Kohinoor 1960 · Artist/Section: Lata Mangeshkar

Song Lyrics Title : Chalenge Ter Jab Dil Par Song Lyrics Movie : Kohinoor (1960) Singers - Lata,Rafi Lyrics - Shakeel Badayuni mp3 songs ha aa dil ka afsaana sunaate hain sunaane waale aa aa kaash samjhen na mohabbat ko mitaane waale pyaar ka naam bhi lete huye dar lagta hai ha ha ha teer kheenche huye baithe hain zamaane waale ha ha ha chalenge teer jab dil par to armaanon ka kya hoga chalenge teer jab dil par to armaanon ka kya hoga lutega ghar to phir is ghar ke mehmaanon ka kya hoga chalenge teer jab dil par to armaanon ka kya hoga ha aa aa aa aa sunaa hai ishq mein aatey hain din aahon ke naalon ke abhi tak to salaamat hain garebaan ishq waalon ke aaaa aaaa aaaa agar fasl-e-bahaar aayi to deewaanon ka kya hoga agar fasl-e-bahaar aayi to deewaanon ka kya hoga chalenge teer jab dil par to armaanon ka kya hoga aaa aaaa uthha hai shor-e-maatam shama tere jaan nisaaron mein abhi to dil hi jalte hain mohabbat ke sharaaron mein kisi ne par jalaa daaley to parwaanon ka kya hoga kisi ne par jalaa daaley to parwaanon ka kyaa hoga chalenge teer jab dil par to armaanon ka kya hoga aaa aaaa aaaaa adhoorey hain adhoore poorey nahin qisse muhabbat ke abhi to dil mein posheeda hain afsaane qayaamat ke haqeeqat ho gayi zaahir to afsaanon ka kya hoga haqeeqat ho gayi zaahir to afsaanon ka kya hoga chalenge teer jab dil par to armaanon ka kya hoga aaa aaa sunaa hai jaam-e-ulfat mein bala ka josh hai saaqi ee ee ee abhi to dil hai qaaboo mein abhi to hosh hai baaqi ee ee ee eeeee agar pi kar behek uthhe to mastaanon ka kya hoga agar pi kar behek uthhe to mastaanon ka kya hoga chalenge teer aaaa aaaa aaaa chalenge teer aaaa aaaa aaaa to armaanon ka kya hoga aa aa aaaaaaa aaa aaaa aaaaa aaaa aaa aaaa aaaaa aaaa lutega ghar to phir is ghar ke mehmaanon ka kya hoga chalenge teer jab dil par to armaanon ka kya hoga

Chalenge Ter Jab Dil Par Video Song

No cached video is currently available for this matched song.
derben-clove-plain-tshirt


derben clove messenger bag

derben clove messenger bag

About These Search Results

This page displays catalogue records matching chalen hum according to the selected search type. Song, movie/album and Bhojpuri searches remain separate so existing PKSongPK links continue to work as intended.

PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.