Aaya Hai Zamana Aurat Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Aaya Hai Zamana Aurat Artist : XYZ |
Save As | |
| Aaya Hai Zamana Aurat Artist : XYZ |
Save As |
Aaya Hai Zamana Aurat Song Lyrics
Song Lyrics Title : Aaya Hai Zamana Aurat Ka
Song Lyrics Movie : Laxmi (1957)
mp3 songs
aa aa aa
chaahe samjhe buri koi
chaahe samjhe achchi
arre main to tumse wohi kahoonga
baat jo hogi sachchi
sun lo afsaana aurat ka ji
sun lo afsaana aurat ka
aaya hai zamaana aurat ka re
aaya hai zamaana aurat ka ji
sun lo afsaana aurat ka
aaya hai zamaana aurat ka
aa aa aa
pehle to aurat hoti thhi
shobha apne ghar ki
arre aaj bani barrister
dekho raunaq hai daftar ki
shauhar ghar ka kaam sambhaalen
madam kare clerki
cigarette peekar pant pehankar
chaal chale mister ki
arre isliye to main kehta hoon
kya
aaya hai zamaana aurat ka ji
aaya hai zamaana aurat ka
aaya hai zamaana aurat ka
aa aa aa aa
sun lo afsaana aurat ka ji
aaya hai zamaana aurat ka
theatre mein bhi aurat hai
aur council mein bhi aurat
ghar mein to hai raaz usi ka
mehfil mein bhi aurat
aa aa aa aa
wohi club ki shobha yaaron
arre hotel mein bhi aurat
apne dil mein jhaank ke dekho
hai dil mein bhi aurat
arre isliye to kehta hoon bhai
aaya hai zamaana aurat ka ji
aaya hai zamaana aurat ka
sun lo afsaana aurat ka ji
sun lo afsaana aurat ka ji
aaya hai zamaana aurat ka
aaya hai zamaana aurat ka
aa aa aa aa
shaadi ho to dekhan jaayen
aurat ko hi pehle
ho jo naukari saahab bulaayen
aurat ko hi pehle
samjhe na
bus tram mein sabhi bithaayen
aurat ko hi pehle
rail-gadi ka ticket dilaayen
aurat ko hi pehle
hahah arre waah waah
kya zamaana hai
aaya hai zamaana aurat ka ji
aaya hai zamaana aurat ka
sun lo afsaana aurat kaa
aa aa aa aa
aaya hai zamaana aurat ka ji
aaya hai zamaana aurat ka
ishtiyaar per aurat dekho
dekho har saamaan pe aurat
bidi ke bundle per aurat
hai kapde ke thhaan pe aurat
aa aa aa aa
naatak ke parde pe aurat
cinema ke elaan pe aurat
arre sachh poochho to chhaayi huyi hai
dekho sabhi jahaan pe aurat
aree isliye to kehta hoon bhai
aaya hai zamaana aurat ka ji
aaya hai zamaana aurat ka
sun lo afsaana aurat ka
aa aa aa aa
aaya hai zamaana aurat ka ji
aaya hai zamaana aurat ka ji
aaya hai zamaana aurat ka
aaaa aaaa
bhaasha likhne waale thhe kya
aurat ke ghulaam
arre aurat zaat ki sab cheezon ka
oonchha rakha naam
bataaun kaise
bade seth ki moonchh dekho
topi chappal ghadi dekho
sethaani ki bindi mala
motiyon ki ladi dekho
he ae ae
gaadi baadi lorry dekho
baba ji ki daadhi dekho
sethaani ki saadi dekho
mohan ki muraliya dekho
ganga dekho jamuna dekho
dhaal aur talwaar dekho
railgaadi aur car dekho
baagh mein kali
maashooq ki gali
soorat dekho mohabbat dekho
izzat dekho qismat dekho
dekho dekho duniya dekho
jahaan bhi dekho aurat aurat aurat dekho
aa aa aa aa
aur maze ki baat suno ji
Hind ki rajdhaani dekho
arre uska naam bhi Dilli hai
aur Dilli hai zanaani dekho
aree isliye to kehta hoon bhai
aaya hai zamaana aurat ka ji
aaya hai zamaana aurat ka
sun lo afsaana aurat ka ji
sun lo afsaana aurat ka
aaya hai zamaana aurat ka
aaya hai zamaana aurat ka
sun lo afsaana aurat ka
aa aa aa aa aa
aaya hai zamaana aurat ka ji
aaya hai zamaana aurat ka
Posted by: {Anju}
Aaya Hai Zamana Aurat Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Aaya Hai Zamana Aurat
Movie / Album
Laxmi 1957
Artist / Section
XYZ
Related Songs from Laxmi 1957
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Aaya Hai Zamana Aurat in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







