Aayi Hai Bahar Mite Zulmo Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Aayi Hai Bahar Mite Zulmo Artist : Mohammad Rafi |
Save As | |
| Aayi Hai Bahar Mite Zulmo Artist : Mohammad Rafi |
Save As |
Aayi Hai Bahar Mite Zulmo Song Lyrics
Song Lyrics Title : Aayi Hai Bahar Mite Zulmo
Song Lyrics Movie : Ram Aur Shyam (1967)
Singer:Mohammad Rafi,Chorus
mp3 songs
aayee hain bahaaren mite zulm-o-sitam
pyaar ka zamaana aaya door huye gham
Raam ki leela rang laayee
ahaha
Shyaam ne bansi bajayee
ahahaha
aayee hain bahaaren mite zulm-o-sitam
pyaar ka zamaana aaya door huye gham
Raam ki leela rang laayee
ahaha
Shyaam ne bansi bajayee
ahahaha
chamka hai insaaf ka sooraj
phaila hain ujaala
ujaala
chamka hain insaaf ka sooraj
phaila hain ujaala
nayee umangen sang laayega
har din aanewala
aanewala
nayee umange sang laayega
har din aanewala
ho ho ho
munna geet sunaayega
aaaaaa
Chunna dhol bajayega
Munna geet sunayega
Chunna dhol bajayega
sang sang meri chhoti munni
naachegi chham chham
hooooo
aayee hain baharen mite zulm-o-sitam
pyaar ka zamana aaya door huye gham
Raam ki leela rang laayee
ahahaha
Shyaam ne bansi bajayee
ahahaha
ab na honge majboori ke
is ghar mein afsaane
ab na honge majboori ke
is ghar mein afsaane
pyaar ke rang mein rang jaayenge
sab apne begaane
pyaar ke rang mein rang jaayenge
sab apne begaane
hohoho
sab ke din phir jayenge
aaaaa
manzil apni paayenge
sab ke din phir jayenge
manzil apni paayenge
jeewan ke taraane mil ke
gaayenge hardam
hooooo
ayee hain baharen mite zulm-o-sitam
pyaar ka zamana aaya door huye gham
Raam ki leela rang laayee
ahahaha
Shyaam ne bansi bajayee
ahahaha
aaaa aaaa aaaa
ab na koi bhookha hoga
aur na koi pyaasa
hohoho
ab na koi bhookha hoga
aur na koi pyaasa
ab na koi naukar hoga
aur na koi aaka
hoo ooooo
ab na koi naukar hoga
aur na koi aaka
hooooo
apne ghar ke raaja tum
aaaaa
chhedo man ka baaja tum
apne ghar ke raaja tum
chhedo man ka baaja tum
aa jaayegi sur mein dekho jeewan ki sargam
ho oo ooooooo
aayee hain baharen mite zulm-o-sitam
pyaar ka zamana aaya door huye gham
Raam ki leela rang laayee
ahahaha
Shyaam ne bansi bajayee
aaa
aaa
Aayi Hai Bahar Mite Zulmo Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Aayi Hai Bahar Mite Zulmo
Movie / Album
Ram Aur Shyam 1967
Artist / Section
Mohammad Rafi
Related Songs from Ram Aur Shyam 1967
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Aayi Hai Bahar Mite Zulmo in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







