Ab koi gulshan na ujade Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Ab koi gulshan na ujade Artist : Mohammad Rafi |
Save As | |
| Ab koi gulshan na ujade Artist : Mohammad Rafi |
Save As |
Ab koi gulshan na ujade Song Lyrics
Song Lyrics Title : Ab koi gulshan na ujade
Song Lyrics Movie : Mujhe Jeene Do 1963
Singer : Rafi
mp3 songs
Ab koi gulshan na ujade
Ab koi gulshan na ujade, ab watan aazaad hai
Ab koi gulshan na ujade, ab watan aazaad hai
Ab koi gulshan na ujade, ab watan aazaad hai
Rooh gangaa ki, himaala ka badan aazaad hai
Rooh ganga ki, himaala ka badan aazaad hai
Rooh gangaaaaaaaaaaaaaa
Aaaaa aaaaaaa
Khetiyaan sonaa ugaayen
Vaadiyaan moti lutaayen
Khetiyaan sonaa ugaayen
Vaadiyaan moti lutaayen
Aaj Gautam ki zameen, Tulsi ka ban aazaad hai
Aaj Gautam ki zameen, Tulsi ka ban aazaad hai
Ab koi gulshan na ujade, ab watan aazaad hai
Ooooooooo Ooooooooo
Mandiron mein shankh baaje
Masjidon mein ho azaan
Aaaaaaaa
Mandiron mein shankh baaje
Masjidon mein ho azaan
Sheikh ka dharam
Sheikh ka dharam aur deen-e-burhaman aazaad hai
Sheikh ka dharam aur deen-e-burhaman aazaad hai
Ab koi gulshan na ujade, ab watan aazaad hai
Aaaaaaaaaaaaaa
Loot jaisi bhi ho ab is des mein rehne na paaye
Loot jaisi bhi ho ab is des mein rehne na paaye
Aaj sab ke waastey dharti ka dhan aazaad hai
Aaj sab ke waastey dharti ka dhan aazaad hai
Ab koi gulshan na ujade, ab watan aazaad hai
Ab koi gulshan na ujade, ab watan aazaad hai
Ab koi gulshan na ujade
Gulshan na ujade
Ab koi gulshan na ujade, ab watan aazaad hai
Ab koi gulshan na ujade, ab watan aazaad hai
Ab koi gulshan na ujade, ab watan aazaad hai
Ab koi gulshan na ujade Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Ab koi gulshan na ujade
Movie / Album
Mujhe Jeene Do 1963
Artist / Section
Mohammad Rafi
Related Songs from Mujhe Jeene Do 1963
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Ab koi gulshan na ujade in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







