Allah Maaf Kare Remix Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Allah Maaf Kare Remix Artist : New Song |
Save As | |
| Allah Maaf Kare Remix Artist : New Song |
Save As |
Allah Maaf Kare Remix Song Lyrics
Song lyrics title : Allah Maaf Kare (Remix)
Song lyrics movie : Desi Boyz-2011
Singer : Sonu Nigam, Shilpa Rao
Music Director: Pritam Chakraborty
Lyricist : Irshad Kamil, Kumaar, Amitabh Bhattacharya
mp3 song
Tauba Tauba
Tere pyaar mein
Loot gaya
Ikraar mein
Tujhse mohabbat ho gayi
Allah maaf kare
Tauba kayamt ho gayi
Allah maaf kare
Oh..o.o
Tujhse mohabbat ho gayi
Allah maaf kare
Tauba kayamt ho gayi
Allah maaf kare
Dekha tujhe toh yeh
Saansein ruk gayi
Sajde mein yeh
Aankhien jhuk gayi
Teri ibadat ho gayi
Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi
Allah maaf kare
Tauba kayamt ho gayi
Allah maaf kare
Tauba Tauba
Tere pyaar mein
Loot gaya
Ikraar mein
Yeh din jawani ke
Dil ki kahani ke
Aise bitata hoon mein
Tere khayaalon mein
Apne sawalon mein
Uljha sa jaata hoon mein
Yeh din jawani ke
Dil ki kahani ke
Aise bitata hoon mein
Tere khayaalon mein
Apne sawalon mein
Uljha sa jaata hoon mein
Ho..ladhte ladhte
Aankhien ladh gayi
Dil ki baatien
Aage badh gayi
Thodi shararat ho gayi
Allah maaf kare
Meri toh sudh budh kho gayi
Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi
Allah..
Maana zamaana
Yeh deta hai taana yeh
Thoda awaara hoon mein
Jo bhi hoon jaisa hoon
Aisa ya waisa hoon
Ab toh tumhara hoon mein
Maana zamaana
Yeh deta hai taana yeh
Thoda awaara hoon mein
Jo bhi hoon jaisa hoon
Aisa ya waisa hoon
Ab toh tumhara hoon mein
Ho..aate jaate
Dekhoon tujhko
Jaane yeh kya
Hua hai mujhko
Sabse bagawat ho gayi
Allah maaf kare
Saari sharafat kho gayi
Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi
Allah..
Hey..
Tujhse mohabbat ho gayi
Allah maaf kare
Baba kayaamat ho gayi
Allah maaf kare
Allah Maaf Kare Remix Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Allah Maaf Kare Remix
Movie / Album
Desi Boyz 2011
Artist / Section
New Song
Related Songs from Desi Boyz 2011
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Allah Maaf Kare Remix in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







