PKSongPK

Ata Pata Laapata Lyrics

Ata Pata Laapata 2012 album

Ata Pata Laapata

View the available lyrics, song information and playback source for Ata Pata Laapata from Ata Pata Laapata 2012.



derben clove laptop bag

Play & Listen

SongSourcePlay & Listen
Ata Pata Laapata
Artist : Sukhwinder Singh
Save As
Ata Pata Laapata
Artist : Sukhwinder Singh
Save As

Ata Pata Laapata Song Lyrics

Song lyrics title  = Ata Pata Laapata Song lyrics movie  = Ata Pata Laapata (2012) Singer = Sukhwinder Singh Mp3 Song Lyrics  Charon taraf bekhauf andhera Kadam kadam pe thagon ka dera Arre mar gaya chaand Bujh gayi chundhaiya Dhoondh rahe ho kisko bhaiya Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Zameen hai par makaan gayab Shutter gira hai dukaan gayab Teer hai lekin kamaan gayab Khada muwakkil bayaan gayab Be-rukhi se kar lo katti Khol do ab kanoon ki patti Dekh ke aankhon se sach bole Palde mein insaaf ko tole Kahe naujawanon ka khoon Bane na ab andha kanoon Har taraf failaye samta Hoo Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Gayab ho gaya makaan Macho hai hungama Hungama.. Macho hai hungama Fokat mein Fokat mein sab pareshaan Macho hai hungama Nal ke neeche sookha khada hai Bijli gul hai pole khada hai Planing inki lambi chaudi Ab tak bikte le kar kaudi Sangat mein hai ghoose kabaddi Tod rahe aapas me haddi Ek duje mein jung chhi hai Kuyein mein hi bhang padi hai Arre bhaga bhoot na mili langoti Sasta khoon hai mehangi roti Mehangi roti Haaye Par maare na koi khata Khata Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Jageera shara ra-ra ra-ra Ra-ra ra-ra ra-ra ra-ra ra-ra Jageera shara ra-ra ra-ra Jageera shara ra-ra ra-ra Arre paani mehangi bijli mehangi Har taraf hai shor Arre paani mehangi bijli mehangi Har taraf hai shor Neta ji ke bangle pe naach raha hai moar Jageera shara ra-ra ra-ra Jageera shara ra-ra ra-ra Ulta pulta saara system Desh chal raha lassam passam Yahan falana wahan dheemka Kahin dahej ka kahin rape ka Kahin pe chulha jale na bhai Kahin pe rabdi doodh malai Kursi ki hai kheencha taani Karte hain saare manmaani Nazar khuli hai munh hai khola Pada hua hai akal pe taala Ho o.. Inhein koi to de bata Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Kahin pe mandal kahin kamandal Kahin pe khela hai khalmandal Kahin pe agada kahin pe pichada Khali peeli kahin pe lafda lafda Arre re aam aadmi bhookha nanga Bhai bhai karte danga Taar jute hain bina connection Kahin promotion kahin corruption Kaise country kare tarakki Planning bhari kachchi pakki Ro rahi janta Yahan sab a a a Arre lut gaye sarkaar Zamana mein aag lago hai Lut gaye sarkaar Zamana mein aag lago hai Rehna ab khabardaar Zamana mein aag lago hai Media ne kiya parda faash Jeet liya sabka vishwas Khel ajab tv ke andar Bina byah ke hua swamvar Jaago aur jagao sabko Ab to raah pe lao sabko Warna sab kuchh kho jayega Hua nahin jo ho jayega Jhooth ka parda khol raha hoon Jo sach hai woh bol rah hoon Us pe hoon jogi ramta ramta ramta Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata O jan gayi re bajaria Gayab hue more saanwaria O jan gayi re bajaria Gayab hue more saanwaria Gir gayi mope bijuria Gayab hue more saanwaria Rog badhe aur badh gaye rogi Saare jogi ban gaye bhogi Mathadheesh ban gaye mahant Karne lage dhandha ab sant Draupadi cheer haran karwati Seeta ravan ko le jaati Kans ki kaid mein hai ghanshyam Haar gaye ravan se raam Aam aadmi jiska naam Wahi karega kaam tamaam Kyun hai bebas muh lagka Ha ha ha Arre bhaiya Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata Yahan sab ata pata laapata. Posted by : {Anamika Tyagi}

Ata Pata Laapata Video Song

No cached video is currently available for this song.
derben-clove-plain-tshirt


derben clove messenger bag

derben clove messenger bag

Song Information

Song
Ata Pata Laapata
Movie / Album
Ata Pata Laapata 2012
Artist / Section
Sukhwinder Singh

Related Songs from Ata Pata Laapata 2012

More songs available from the same movie or album.

Related Albums

More album collections from the same catalogue section.

About This Song Page

This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Ata Pata Laapata in one place.

PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.