Aye kaash dil e nadan Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Aye kaash dil e nadan Artist : Suresh Wadkar |
Save As | |
| Aye kaash dil e nadan Artist : Suresh Wadkar |
Save As |
Aye kaash dil e nadan Song Lyrics
Song Lyrics Title : Aye kaash dil e nadan
Song Lyrics Movie : Imaandaar 1987
Singers : Anjana, Prakash Mehra, Suresh Wadkar
Song Lyricists : Prakash Mehra
Music Composer : Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director : Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director : Sushil Malik
Music Label : Saregama
Starring : Sanjay Dutt, Farha, Rohan Kapoor, Ranjeet, Om Prakash, Mehmood, Pran, Sumeet
Sehgal
mp3 songs
Aye kaash dil-e-nadaan
Aye kaash dil-e-nadaan
Aaisa na kiya hota pyar kiya hota
Sauda na kiya hota pyar kiya hota
Sauda na kiya hota
Aye kaash dil-e-nadaan
Vaada wafa ka humne kis mod pe hain toda
Vaada wafa ka humne kis mod pe hain toda
Haste kisi chaman ko veeran karke chhodha
Veeran karke chhodha
Masoom kisi dil ko dhokha na diya hota
Masoom kisi dil ko dhokha na diya hota
Pyar kiya hota sauda na kiya hota
Aye kaash dil-e-nadaan
Khwaabon ke aashiyaan pe bijli girayi humne
Khwaabon ke aashiyaan pe bijli girayi humne
Daulat se mohabbat ki keemat lagai humne
Keemat lagai humne
Neelam main hua tha dil toh na bika hota
Neelam main hua tha dil toh na bika hota
Pyar kiya hota sauda na kiya hota
Aye kaash dil-e-nadaan
Ek bezubaan dil ki duniya tabaah kar ke
Ek bezubaan dil ki duniya tabaah kar ke
Laute hai aaj hum yeh kaisa gunaah karke
Kaisa gunaah karke
Yu naam mohabbat ka ruswaa na kiya hota
Yu naam mohabbat ka ruswaa na kiya hota
Pyar kiya hota sauda na kiya hota
Aye kaash dil-e-nadaan
Aaisa na kiya hota pyar kiya hota
Sauda na kiya hota
Aye kaash dil-e-nadaan
Aaisa na kiya hota pyar kiya hota
Pyar kiya hota sauda na kiya hota
Aye kaash dil-e-nadaan
Posted by : {Anju}
Aye kaash dil e nadan Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Aye kaash dil e nadan
Movie / Album
Imaandaar 1987
Artist / Section
Suresh Wadkar
Related Songs from Imaandaar 1987
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Aye kaash dil e nadan in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







