PKSongPK

Baatein Hawa Hai Saari Lyrics

Cheeni Kum 2007 album

Baatein Hawa Hai Saari

View the available lyrics, song information and playback source for Baatein Hawa Hai Saari from Cheeni Kum 2007.



derben clove laptop bag

Play & Listen

SongSourcePlay & Listen
Baatein Hawa Hai Saari
Artist : Amitabh Bachchan
Save As
Baatein Hawa Hai Saari
Artist : Amitabh Bachchan
Save As

Baatein Hawa Hai Saari Song Lyrics

 Song Lyrics Name:  Baatein Hawa Hai Saari, Saari Ki Saari Song Lyrics Album Name:  Cheeni Kum Singer Names: Amitabh Bachchan,Shreya Ghoshal, Lyricist Name: Music Director: Lyrics impress karne ke liye to log do sau rupai ke phool kharid lete hai par yeh do ghante mein mar jaate hai pata nahi kya impress karna chaahate hai log phool de kar ke (baatein hawa hai saari, saari ki saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....) - 2 rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun.... kehna jo chaahe, kyun keh na paaye aankhein jo bole teri hadon se kyun na bole baatein hawa hai saari, saari ki saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun.... rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun.... impress karne ke liye mein aapko royal albert hall ka music sunaane le ja sakta tha lekin agar app music sunte sunte emotional ho gayi toh logo ko lagega maine app ko rula diya (dekho na dekho na lagta ajooba hai yeh khud hi jaane kya isaka mansooba hai) - 2 6 foot ki deewaar pe kyun, kyun dil ki khidki nahi yeh dil ki baaton ko bhi jaanega nahin nahin pallle pada hai kyun mere hi tauba apani hi kehta hai, apani hi sunta hai, dekho na baatein hawa hai saari, saari ki saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun.... rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun.... yeh sunset ka light, moonlight ka concept bhi use kiya ja sakata hai impress karne ke liye na to apako mera chehra dikhega, na hi khaana (seedhe raste kabhi yeh na chalne waala rab ne ise tedhe sache mein hai dhaala) - 2 bande ko zoo mein rakho, khulla na iss chhodo khulla jo chhoda toh, rabba mere jaane kya ho impress karne ke liye 25 lakh ka haar bhi de sakta tha lekin bina price tag ke apako lagega 25 rupay ka hai aur price tag ke saath de nahi sakta rehta hai jaane kaun se jahaan mein dekha na jaana na maine toh aisa yahaan koyi baatein hawa hai saari, saari ki saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun.... rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun.... haan agar aap mujhe impress karna chaahati hai toh, just me remember maria sharapova, anna kournikova, uh! what legs kehna jo chaahe, kyun keh na paaye aankhein jo bole teri hadon se kyun na bole baatein hawa hai saari, saari ki saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun.... rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....

Baatein Hawa Hai Saari Video Song

No cached video is currently available for this song.
derben-clove-plain-tshirt


derben clove messenger bag

derben clove messenger bag

Song Information

Song
Baatein Hawa Hai Saari
Movie / Album
Cheeni Kum 2007
Artist / Section
Amitabh Bachchan

Related Songs from Cheeni Kum 2007

More songs available from the same movie or album.

Related Albums

More album collections from the same catalogue section.

About This Song Page

This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Baatein Hawa Hai Saari in one place.

PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.