Babul Kaun Ghadi Ye Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Babul Kaun Ghadi Ye Artist : XYZ |
Save As | |
| Babul Kaun Ghadi Ye Artist : XYZ |
Save As |
Babul Kaun Ghadi Ye Song Lyrics
Song Lyrics Title : Babul Kaun Ghadi Ye
Song Lyrics Movie : Umang (1970)
mp3 songs
Babul kaun ghadi ye aayi
Babul kaun ghadi ye aayi
kal thi main teri laadli beti
ho gayi aaj paraayi
Babul kaun ghadi ye aayi
Babul kaun ghadi ye aayi
kal thi main teri laadli beti
ho gayi aaj paraayi
Babul kaun ghadi ye aayi
saajan ka jab aaye bulaawa
koyi na baadha maane Raadha
saajan ka jab aaye bulaawa
koyi na baadha maane Raadha
tod ke pinjda ud jaaye chidiya
roye bhale shehnaayi
Babul kaun ghadi ye aayi
kal thi main teri laadli beti
ho gayi aaj paraayi
Babul kaun ghadi ye aayi
solah baras toone god khilaaya
baanhon me lekar jhoola jhulaaya
solah baras toone god khilaaya
baanhon me lekar jhoola jhulaaya
gale lagaaya aaj na kyun jab
gale lagaaya aaj na kyun jab
meri huyi bidaayi
baabul kaun ghadi ye aayi
kal thi main teri laadli beti
ho gayi aaj paraayi
baabul kaun ghadi ye aayi
peehar se jab doli jaaye
duniya heere moti lutaaye
peehar se jab doli jaaye
duniya heere moti lutaaye
lekin main aisi badkismat
aansoo dahez me laayi
baabul kaun ghadi ye aayi
kal thi main teri laadli beti
ho gayi aaj paraayi
baabul kaun ghadi ye aayi
kal thi main teri laadli beti
ho gayi aaj paraayi
baabul kaun ghadi ye aayi
Babul Kaun Ghadi Ye Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Babul Kaun Ghadi Ye
Movie / Album
Umang 1970
Artist / Section
XYZ
Related Songs from Umang 1970
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Babul Kaun Ghadi Ye in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







