Badal Ko Garajne Do Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Badal Ko Garajne Do Artist : Lata Mangeshkar |
Save As | |
| Badal Ko Garajne Do Artist : Lata Mangeshkar |
Save As |
Badal Ko Garajne Do Song Lyrics
Song Lyrics Title : Badal Ko Garajne Do
Song Lyrics Movie : Dil Dhoondta Hai (2001)
Singer : LATA MANGESHKAR AND UDIT NARAYAN
mp3 songs
--FEMALE--
Aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa aa, aa aa
--MALE--
Saawan tera chehra jhuk jhuk ke choomta hai, haai
Deedaar ki ek jhalak ke liye khoob barasta hai, jhoomta hai
--FEMALE--
(Baadal ko garajne do, baarish ko barasne do
Mausam hai bada beimaan
Dil ko aur dhadakne do, dil ko aur tadapne do) - 2
--MALE--
Baadal ko garajne do, baarish ko barasne do
Mausam hai bada beimaan
Dil ko aur dhadakne do, dil ko aur tadapne do
Tere chehre ki taarif mein paas mere alfaaz nahin
Zubaan meri khaamosh hai, gale mein bas aawaaz nahin
Yeh gesu hai ke baadal hai, late khuli to naagin hai
Pairon mein paayal hai, nigaahein husn-e-kaatil hain
Baadal ko garajne do, baarish ko barasne do
Mausam hai bada beimaan
Dil ko aur dhadakne do, dil ko aur tadapne do
--FEMALE--
Jhoote bol sunaane se kya tujhko mil jaayega
Jab tu chhodega toofaan mein, dil naazook hai hil jaayega
Aankhen hain bheegi bheegi, mausam hai bheega bheega
Taarein hain maddham maddham, baahon mein khoye hain hum
Mm mm, mm mm, aa aa aa aa aa
Baadal ko garajne do
--MALE--
Baarish ko barasne do
--FEMALE--
Mausam hai bada beimaan
--MALE--
Dil ko aur dhadakne do
--FEMALE--
Dil ko tadapne do
--MALE--
Baadal ko garajne do
--FEMALE--
Baarish ko barasne do
--MALE--
Mausam hai bada beimaan
--FEMALE--
Dil ko aur dhadakne do
Dil ko tadapne do
Badal Ko Garajne Do Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Badal Ko Garajne Do
Movie / Album
Dil Dhoondta Hai 2001
Artist / Section
Lata Mangeshkar
Related Songs from Dil Dhoondta Hai 2001
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Badal Ko Garajne Do in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







