Bade Miyan Diwane Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Bade Miyan Diwane Artist : Mohammad Rafi |
Save As | |
| Bade Miyan Diwane Artist : Mohammad Rafi |
Save As |
Bade Miyan Diwane Song Lyrics
Song Lyrics Title : Bade Miyan Diwane Aise Na Bano
Song Lyrics Movie : Shagird (1967)
Singer: Mohammad Rafi
mp3 songs
lalalalalalala
bade miyaan deewane aise naa bano
haseenaa kyaa chaahe hamse suno
o bade miyaan deewaane aise naa bano
haseenaa kyaa chaahe (yahee to maaloom nahin hai) hamse suno
sabse pahle suno miyaan karke warjish bano jawaan
sabse pahle suno miyaan karke warjish bano jawaan
chehraa polish kiyaa karo thodi maalish kiyaa karo
istyle se uthe qadam seenaa zyaadaa to pet kam
ai kiblaa ujle baalon ko rang daalo ban jaao gulfaam
bade miyaan deewane aise naa bano
haseenaa kyaa chaahe hamse suno
seekho kartab naye-naye fashion ke dhab naye-naye
seekho kartab naye-naye fashion ke dhab naye-naye
dheelaa-dhaalaa libaas kyun resham pahno kapaas kyun
fan ye jaadoogari kaa hai armaan tumko pari kaa hai
to kiblaa maaro mantar dainty ban kar niklo waqt-e-shaam
bade miyaan deewane aise naa bano
haseenaa kyaa chaahe hamse suno
tanhaai mein agar kahin aa jaaye wo nazar kahin
tanhaai mein agar kahin aa jaaye wo nazar kahin
kahiye haathon mein haath daal ae gul-chehraa pari-jamaal
muddat se dil udaas hai tere honthon ki pyaas hai
ae dilabar mere lab par kab chhalkegaa tere lab kaa jaam
bade miyaan deewaane aise naa bano
haseenaa kyaa chaahe hamse suno
o bade miyaan deewaane aise naa bano
haseenaa kyaa chaahe ( yahee to maaloom nahin hai) hamse suno
lalalalalala
is tanhai me ai haseen itni doori bhali nahin
aaya mausam bahaar ka rakhle dil bekaraar ka
mere haathon thon thon….
me haath daal
ae gul-chehraa pari-jamaal
muddat se dil udaas da da..
daas hai tere honthon ki pyaas hai
ae dilbar mere lab par kab chhalkegaa tere lab kaa jaa jaa jaa
Bade Miyan Diwane Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Bade Miyan Diwane
Movie / Album
Shagird 1967
Artist / Section
Mohammad Rafi
Related Songs from Shagird 1967
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Bade Miyan Diwane in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







