PKSongPK

Bhagwan Tujhe Aana Lyrics

Naag Nagin 1989 album

Bhagwan Tujhe Aana

View the available lyrics, song information and playback source for Bhagwan Tujhe Aana from Naag Nagin 1989.



derben clove laptop bag

Play & Listen

SongSourcePlay & Listen
Bhagwan Tujhe Aana
Artist : Anupama Deshpande
Save As
Bhagwan Tujhe Aana
Artist : Anupama Deshpande
Save As

Bhagwan Tujhe Aana Song Lyrics

Song Title = Bhagwan Tujhe Aana Song Lyrics Movie = Naag Nagin (1989) Singers = Anupama Deshpande, Zahid Nazan Song Lyricists = Mursheed Hallauri Music Director = Laxmikant Pyarelal Director = Ramkumar Bohra Mp3 Song Lyrics ((Dil ki duniya mein Khushi leke wafa aa jaaye Aaj tu samne aaye To maza aa jaaye Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Mahfil mein mujhko dekh kar Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Kitno ke dil ko dil ko dil ko Kitno ke dil ko aaha dil ko Kitno ke dil ko khush kiya Kitno ko jala diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya... Humne jo apne raaz se Parda yaha utha diya Humne jo apne raaz se Parda yaha utha diya Samjho ke aaj samjho samjho Samjho ke aaj ha ha samjho Samjho ke aaj maut ko Apna pata bata diya Humne jo apne raaz se Parda yaha utha diya... Luta hai tumne ba khuda Humko ajib naz se Wakif na ho sake kabhi Hum to tumhare raaz se Khushiyo ke bhikh aye Sanam jholi mein meri daal do Tumko kasam hai pyar ki Yeh zindagi sawar do Ilah apne pyar ka Ab de do mujhko asra Tumne diya hai darde dil Iski tarah tumhi dawa Katra samjh ke aankh se Tumne gira diya Fir bhi tumhare pyar ko Iss dil ne asra diya Fir bhi tumhare fir bhi fir bhi Fir bhi ha ha fir bhi Fir bhi tumhare pyar ko Iss dil ne asra diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya... Bewajah apni jaan kyu Kurban karti ho bhala Duniya mein dil lagane ka Anjam hota hai bura Iss raah mein kisi ko bhi Manzil kabhi mili nahi Duniya mein aashiqo ke to Dil ki kali khili nahi Ulfat ki zindagi hai kya Tumko nahi hai kuch khabar Aa jao hosh mein zara Dushwar hai yeh rahgujaar Jab bhi kisi ke pyar ko In aankho mein basa diya Bijli falak se gir padi Dil ka chaman jala diya Bijli falak se falak falak se Bijli falak se ha ha falak se Bijli falak se gir padi Dil ka chaman jala diya Humne jo apne raaz se Parda yaha utha diya Humne jo apne raaz se Parda yaha utha diya... Meri khata to kuch nahi Kyu dil dukha rahe ho tum Kya baat hai jo iss tarah Nazre phira rahe ho tum Deewani ho gayi hu main Dilbar tumhare naam ki Rehti nahi hai kuch khabar Ab mujhko subah shyam ki Tere bagair neend bhi Aankhon mein ab to aayegi Nagin si kaali raat yeh Das das ke mujhko jayegi Main kya kahu ke haale dil Jab khak mein mila diya Achha wafa ka jaane mann Tumne mujhe sila diya Achha wafa ka achha achha Achha wafa ka ha ha achha Achha wafa ka jaane mann Tumne mujhe sila diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya... Nadan mat bana karo Chhodo hamara rasta Isme fakat bhalai hai Rakho na humse wasta Hoga khuda ke samne Mera tumhara faisla Mehman do ghadi ka hai Yeh zindagi ka silsila Manjar tamam ghumta Hai ab meri nigah mein Kitno ki jaan chali gayi Hai iss wafa ki raah mein Kadmo mein jab hasin ke Aashiq ne sar jhuka diya Rahe wafa mein zindagi Bas us ne mita diya Rahe wafa mein wafa wafa mein Rahe wafa mein ha ha wafa mein Rahe wafa mein zindagi Bas us ne mita diya Humne jo apne raaz se Parda yaha utha diya Mahfil mein mujhko dekh kar Tumne jo muskura diya Humne jo apne raaz se Parda yaha utha diya...)) Posted by : {Soni Kumari}

Bhagwan Tujhe Aana Video Song

No cached video is currently available for this song.
derben-clove-plain-tshirt


derben clove messenger bag

derben clove messenger bag

Song Information

Song
Bhagwan Tujhe Aana
Movie / Album
Naag Nagin 1989
Artist / Section
Anupama Deshpande

Related Songs from Naag Nagin 1989

More songs available from the same movie or album.

Related Albums

More album collections from the same catalogue section.

About This Song Page

This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Bhagwan Tujhe Aana in one place.

PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.