Chil Chil Chilla Ke Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Chil Chil Chilla Ke Artist : Kishor Kumar |
Save As | |
| Chil Chil Chilla Ke Artist : Kishor Kumar |
Save As |
Chil Chil Chilla Ke Song Lyrics
Song Lyrics Title : Chil Chil Chilla Ke
Song Lyrics Movie : Half Ticket (1962)
Singers:Kishore Kumar
Music Director:Salil Chowdhury
Director:Kalidas
Producer:Kalidas
mp3 songs
Yaa yaa, yaa ba ga, yaa yun, yaa ba ga un
Aa rahe the ishkool se, raste mein, hamne dekhaa ek khel saste mein
Kyaa betaa kyaa? Aan maan
Cheel cheel chillaa ke kajri sunaaye
Jhoom jhoom kauvaa bhi dholak bajaaye
Cheel cheel chillaa ke kajri sunaaye
Jhoom jhoom kauvaa bhi dholak bajaaye
Arrey, vaah vaah vaah
Arrey, vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah, vaah
Ai, cheel cheel chillaa ke kajri sunaaye
Jhoom jhoom kauvaa bhi dholak bajaaye
Arrey vaah vaah vaah ki: vaah
Arrey vaah vaah vaah ki: vaah
Arrey vaah vaah vaah ki: vaah
Arrey vaah vaah vaah ki: vaah
Ey latoo baaku, aa baaku
Ey latoo baaku, aa baaku
Ey latoo baaku, aa baaku
Ey latoo baaku, aa baaku
Chhuk chhuk chhuk chali jaati hai rail
Chhuk chhuk chhuk chhuk chhuk chali jaati hai rail
Chhup chhup chhup totaa mainaa kaa mel
Pyaar ki pakaudi meethi baaton ki bhel
Pyaar ki pakaudi meethi baaton ki bhel
Thodaa noon, thodi mirch, thodi sonth, thodaa tel
Arrey vaah vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
Bol
Cheel cheel chillaa ke kajri sunaaye ale vaa le betaa
Hoom jhoom kauvaa bhi dholak bajaaye
Arrey vaah vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
Gol mol gol mote laalaa shaukeen
Gol mol gol mote laalaa shaukeen
Tond mein chhupaye hain chiraag e aalaadin
Teen ko hameshaa karte aaye saadhe teen
Teen ko hameshaa karte aaye saadhe teen
Zaraa naap, zaraa tol, ise loot, use chheen
Arrey vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah ki: vaah
Ey, cheel cheel chillaa ke kajri sunaaye
Jhoom jhoom kauvaa bhi dholak bajaaye
Arrey vaah vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
Ey latoo baaku, aa baaku
Ey latoo baaku, aa baaku
Ey latoo baaku, aa baaku
Ey latoo baaku, aa baaku
Koi mujhe chor kahe, koi kotvaal
Koi mujhe chor kahe, koi kotvaal
Kis pe yaqeen karun, mushkil savaal
Duniyaa mein yaaro hai badaa hi golmaal
Duniyaa mein yaaro hai badaa hi golmaal
Kahin dhol, kahin pol, seedhi baat, tedhi chaal
Arrey vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
vaah arrey, cheel cheel chillaa ke kajri sunaaye
Jhoom jhoom kauvaa bhi dholak bajaaye
Arrey vaah vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
Arrey vaah vaah vaah vaah
Ayeun un, baabaa man ki aankhen khol.
Chil Chil Chilla Ke Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Chil Chil Chilla Ke
Movie / Album
Half Ticket 1962
Artist / Section
Kishor Kumar
Related Songs from Half Ticket 1962
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Chil Chil Chilla Ke in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







