Chori Chori Gori Se Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Chori Chori Gori Se Artist : Udit Narayan |
Save As | |
| Chori Chori Gori Se Artist : Udit Narayan |
Save As |
Chori Chori Gori Se Song Lyrics
Song Lyrics Title : Chori Chori Gori Se
Song Lyrics Movie : Mela (2000)
Singers: Udit Narayan & Abhijeet
mp3 songs
Udit:
Hmm Hmm, Hmm Hmm Hmm...
Chori Chori Hum Gori Se Pyaar Karengey
Chupke Chupke Dil Ki Baatein Yaar Karengey
Chori Chori Hum Gori Se Pyaar Karengey
Chupke Chupke Dil Ki Baatein Yaar Karengey
Aane Waali, Kabh Aayegi Koi De Bataa
Dhoond Rahe Hain, Jaane Kabh Se, Hum Uska Pataa
Aaja Aaja Aaja Aaja Aaja Aaja Aa
Chori Chori Hum Gori Se Pyaar Karengey
Chupke Chupke Dil Ki Baatein Yaar Karengey
Aane Waali, Kabh Aayegi Koi De Bataa
Dhoond Rahe Hain, Jaane Kabh Se, Hum Uska Pataa
Aaja Aaja Aaja Aaja Aaja Aaja Aa...
Chorus:
Mahiyaa, Mahiyaa
Jaldi Se Aa Ja Sun Mahiyaa
Mahiyaa, Mahiyaa
Doli Mein Le Ja Sun Mahiyaa...
Udit:
Ooo Hoo Hoo
Ooo Hoo Hoo
Ek Na Ek Din Mil Jayeegi
Humko Bhi Sapno Ki Rani
Hmm Hmm Hmm
Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Ek Na Ek Din Mil Jayeegi
Humko Bhi Sapno Ki Rani
Aise Shuru Phir Ho Jayeegi
Pyase Dilon Ki Prem Kahani
Apni Bhi Shaamein Rangeen Hongi
Apni Bhi Subhein Hongi Suhaani
Abhijeet:
Pyaare Pyaare Dekh Na Pyaare
Din Mein Taare
Pyaar Ki Baazi Koi Na Jeeta
Saare Haare
Mar Jayeega, Mit Jayeega
Kar Na Aisi Khataa
Nahi Mili Hai, Nahi Milegi
Are Teri Woh Dilruba
Aaja Aaja Aaja Aaja Aaja Aaja
Udit:
Jaa, Chori Chori Hum Gori Se Pyaar Karengey
Chupke Chupke Dil Ki Baatein Yaar Karengey
Chorus:
Chakh Le, Chakh Le
Chakh Le, Chakh Le
Udit:
Kitney Haseen Hain Saare Nazaarey
Kitney Haseen Hain Jag Ke Isharey
Chorus:
Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa Aa
Udit:
Hey Hey, Kitney Haseen Hain Saare Nazaarey
Kitney Haseen Hain Jag Ke Isharey
Jis Ki Tamanna Hai Is Dil Ko
Aayengi Jaane Kabh Woh Bahaarein
Koi To Ho Jo Raha Mein Roke
Koi To Ho Jo Naam Pukare
Abhijeet:
Pyaare Pyaare, O Mere Pyaare
Tu Ruk Ja Re
Tere Jaise Aashiq Phirte, Maare Maare
Lut Jayeege, Bik Jayeega
De Na Aisi Sadaa
Is Dharti Pe Kahin Nahin Hai
Teri Woh Dilruba
Aaja Aaja Aaja Aaja Aaja Aaja
Udit:
Jaa, Chori Chori Hum Gori Se Pyaar Karengey
Chupke Chupke Dil Ki Baatein Yaar Karengey
Aane Waali, Kabh Aayegi Koi De Bataa
Dhoond Rahe Hain, Jaane Kabh Se, Hum Uska Pataa
Aaja Aaja Aaja Aaja Aaja Aaja...
Posted by: {Jiya}
Chori Chori Gori Se Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Chori Chori Gori Se
Movie / Album
Mela 2000
Artist / Section
Udit Narayan
Related Songs from Mela 2000
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Chori Chori Gori Se in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







