Darbadar hai darbadar Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Darbadar hai darbadar Artist : Monali Thakur |
Save As | |
| Darbadar hai darbadar Artist : Monali Thakur |
Save As |
Darbadar hai darbadar Song Lyrics
Song lyrics title = Darbadar hai darbadar
Movie/Album = I, Me Aur Main (2013)
Singer = Monali Thakur
Music Director = Sachin Jigar
Lyricist = Mayur Puri
Mp3 Song Lyrics
((dil me daraare, dil me daraare
dil me daraare hi daraare, dil me kayi hai daraare
yaade teri hai daraare, tute jo tinka to hawa ka aasra
tuta sitara to dua ka aasra, dil tut jaaye to wo jaaye kaha
darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil
darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil...
hai adhure sire jo wo khule hi rahe to
tumse hi the yahi maan ke hum chale to
ye jo thoda shikva hai tera mera gila hai gar hota nahi
chahe lage ya lage na dil tutne ka darr hota nahi
socha hai pehle bhi kitna par hota nahi
darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil
darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil...
darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil
darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil maula
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil maula...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Darbadar hai darbadar Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Darbadar hai darbadar
Movie / Album
IMe Aur Main 2013
Artist / Section
Monali Thakur
Related Songs from IMe Aur Main 2013
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Darbadar hai darbadar in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







