PKSongPK

Dayaar e dil Lyrics

Meraj e Ghazal 1983 album

Dayaar e dil

View the available lyrics, song information and playback source for Dayaar e dil from Meraj e Ghazal 1983.



derben clove laptop bag

Play & Listen

SongSourcePlay & Listen
Dayaar e dil
Artist : Asha Bhosle
Save As
Dayaar e dil
Artist : Asha Bhosle
Save As

Dayaar e dil Song Lyrics

Song Title : Dayaar-E-Dil Movie/Album Name: MERAJ-E-GHAZAL (NON FILM) Singer(s) : GHULAM ALI, ASHA BHOSLE Lyrics: GHULAM ALI, ASHA BHOSLE dayaar-e-dil ki raat mein charaag sa jala gaya GHULAM ALI mila nahin to kya hua wo shaql to dikha gaya ASHA BHOSLE dayaar-e-dil ki raat mein charaag sa jala gaya judaayiyon ke zakm dard-e-zindagi ne bhar diye tujhe bhi nind aa gayi mujhe bhi sabr aa gaya-2 GHULAM ALI mila nahin to kya hua wo shaql to dikha gaya GHULAM ALI, ASHA BHOSLE dayaar-e-dil ki raat mein charaag sa jala gaya pukaarati hain fursatein kahaan gayin wo sohabatein zamin nigal gayi unhein ya aasamaan kha gaya GHULAM ALI ye subaho ki safediyaan ye dopahar ki zardiyaan-2 ab aayine mein dekhata huun main kahaan chala gaya ASHA BHOSLE mila nahin to kya hua wo shaql to dikha gaya GHULAM ALI, ASHA BHOSLE dayaar-e-dil ki raat mein charaag sa jala gaya ASHA BHOSLE wo dosti to kair ab nasib-e-dushmanaan huyi wo chhoti chhoti ranjishon ka lutf bhi chala gaya GHULAM ALI mila nahin to kya hua wo shaql to dikha gaya GHULAM ALI, ASHA BHOSLE dayaar-e-dil ki raat mein charaag sa jala gaya GHULAM ALI, ASHA BHOSLE ye kis kushi ki ret par gamon ko nind aa gayi ASHA BHOSLE wo lahar kis taraf gayi -2 GHULAM ALI ye main kahaan chala gaya-2 ASHA BHOSLE mila nahin to kya hua wo shaql to dikha gaya GHULAM ALI, ASHA BHOSLE dayaar-e-dil ki raat mein charaag sa jala gaya Posted by : Ravi Sahu

Dayaar e dil Video Song

Dayar-E-Dil Ki Raat Mein | Asha Bhosale Songs | Ghulam Ali | Jagjit Singh | Sad Ghazals
derben-clove-plain-tshirt


derben clove messenger bag

derben clove messenger bag

Song Information

Song
Dayaar e dil
Movie / Album
Meraj e Ghazal 1983
Artist / Section
Asha Bhosle

Related Songs from Meraj e Ghazal 1983

More songs available from the same movie or album.

Related Albums

More album collections from the same catalogue section.

About This Song Page

This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Dayaar e dil in one place.

PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.