Dekh Ke Tujhko Dil Bole Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Dekh Ke Tujhko Dil Bole Artist : Aastha Gill & Kumar Sanu |
Save As | |
| Dekh Ke Tujhko Dil Bole Artist : Aastha Gill & Kumar Sanu |
Save As |
Dekh Ke Tujhko Dil Bole Song Lyrics
Song Title = Dekh Ke Tujhko Dil Bole
Movie/album = Saawariya (2021)
Singers = Aastha Gill & Kumar Sanu
Mp3 Song Lyrics
Dekh ke tujhko
Dil bole haaye haaye
Tere bin haal mera
Bura hota jaaye jaaye
Thodi shararati main
Tu bhi thoda shy shy
Tere liye bakiyon ko
Kiya maine bye
Aisa kaisa pyaar kar liya
Ho saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Tujhpe aake naina mere jaam ho gaye
Haan tujhpe aake naina mere jaam ho gaye
Samajh mein na aaye aise kaam ho gaye
Naam bahut tha tere sar ki kasam sajan
Saiyan pade jo tere pyaar mein
Badnaam ho gaye
Haaye reh liya duniya se
Bada darr darr ke
Dekhun main bhi zara
Hadh se guzar ke
Sab kuchh tere naam kar diya ho
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Dhadke dil yeh jab ude tera aanchal
Jaadu kare teri aankhon ka kajal
Dekh ke tujhko hua jaaun pagal
Na jaane kab barsega yeh baadal
Kuch to hua mujhe
Aankh jab tujhse ladi
Teri deewangi bhi
Sar pe mere chadhi
Main bhi hoon zid pe ada
Tu bhi hai zid pe adi
Kisi ne bhi na badhai
Baat yeh khud se badhi
Yeh ishq sareaam kar liya
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Saawariya saawariya
Dekh Ke Tujhko Dil Bole Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Dekh Ke Tujhko Dil Bole
Movie / Album
Saawariya (2021)
Artist / Section
Aastha Gill & Kumar Sanu
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Dekh Ke Tujhko Dil Bole in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







