Dil Hum Se Woh Lagaye Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Dil Hum Se Woh Lagaye Artist : Lata Mangeshkar |
Save As | |
| Dil Hum Se Woh Lagaye Artist : Lata Mangeshkar |
Save As |
Dil Hum Se Woh Lagaye Song Lyrics
Song Lyrics Title : Dil Hum Se Woh Lagaye
Song Lyrics Movie : Baradari (1955)
Singer:Lata Mangeshkar, Shamshad Begum
Music By:Shaukat Dehlvi Nashad
Lyricist:Khumar Barabankwi
mp3 songs
aaa aaaa
aaa aaa aaa aaa
dil hamse wo lagaayen
jo hanske teer khaayen
jinko ho jaan pyaari
aaa aaa aaa aaa
jinko ho jaan pyaari
wo saamne na aayen
jinko ho jaan pyaari
wo saamne na aayen
wo saamne na aayen
wo saamne na aayen
ho ji
wo saamne na aayen
jinko ho jaan pyaari
wo saamne na aayen
aaa aaa aaa aaa
duniya mein aashiqon ka
mela lagaa huaa hai
aaaa aaa aaa aaa
dekho yahaan jise bhi
aaa aaa aaa aaa
dekho yahaan jise bhi
Majnu banaa huaa hai
ham kis ka haal poochhen
aaa aaa aaa aaa
ham kis ka haal poochhen
ham kis ke naaz uthhaayen
ham kis ka haal poochhen
ham kis ke naaz uthhaayen
ham kis ke naaz uthhaayen
ham kis ke naaz uthhaayen
ho ji
ham kis ke naaz uthhaayen
jinko ho jaan pyaari
wo saamne na aaye
aaa aaa aaaa aaaa
dushman hai khud hi apne
dil ki lagi ke maare
dil ki lagi ke maare
dil ki lagi ke maare
ho ji
dil ki lagi ke maare
aaa aaa aaa aaa
bharte hain khud hi aahen
aaa aa aaa aaa
bharte hain khud hi aahen
ginte hain khud hi taare
ilzaam hai ye ham par
karte hain ham zafaayen
ilzaam hai ye ham par
karte hain ham zafaayen
karte hain ham zafaayen
karte hain ham zafaayen
ho ji
karte hain ham zafaayen
jinko ho jaan pyaari
wo saamne na aaye
aaa aaaa aaa aaa
ro ro ke aansuon ke
dariyaa bahaane waale
aaaa aaaa aaaa aaaa
itna nahin samajhte
aaa aaa aaa aaa
itna nahin samajhte
ulfat jataane waale
aansoo wahi hai moti
aaa aaa aaa aaa
aansoo wahi hai moti
daaman pe jo na aaye
aansoo wahi hai moti
daaman pe jo na aaye
daaman pe jo na aaye
daaman pe jo na aaye
ho ji
daaman pe jo na aaye
jinko ho jaan pyaari
wo saamne na aaye
dil hamse wo lagaayen
jo hanske teer khaayen
ho ji
jo hanske teer khaayen
jinko ho jaan pyaari
wo saamne na aayen
jinko ho jaan pyaari
wo saamne na aayen
Dil Hum Se Woh Lagaye Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Dil Hum Se Woh Lagaye
Movie / Album
Baradari 1955
Artist / Section
Lata Mangeshkar
Related Songs from Baradari 1955
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Dil Hum Se Woh Lagaye in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







