PKSongPK

Gayi kaam se gayi Lyrics

Anjane mein 1978 album

Gayi kaam se gayi

View the available lyrics, song information and playback source for Gayi kaam se gayi from Anjane mein 1978.



derben clove laptop bag

Play & Listen

SongSourcePlay & Listen
Gayi kaam se gayi
Artist : Kishor Kumar
Save As
Gayi kaam se gayi
Artist : Kishor Kumar
Save As

Gayi kaam se gayi Song Lyrics

Song Lyrics Title : Gayi kaam se gayi Song Lyrics Movie : Anjane mein (1978) Singer(s): Kishore Kumar Music Director(s): Kalyanji-Anandji mp3 songs    lyric    dekh banno koyi jaata hai naam se, koi jaata hai daam se koi jaata hai jaan se, magar yeh ladaki gayi kaam se gayi kaam se gayi yeh ladaki -2 ho gayi hai deewaani chhoti umar mein, are baali umar mein pyaar ki baate karti hai manmaani kaun ise samjhaaye -2 abb yeh thik nahi naadaani ey ey ey gayi kaam se gayi kaam se gayi yeh ladaki ho gayi hai deewaani umar athaara ki ho phir shaadi ka karo iraada - (2) isase pehale kabhi kisi se karo na pyaar ka waada waada kabhi na karana, khoj le madam varana pyaar ka yeh jurmaana padega tujhako bharana are (dhar legi sarkaar -2) agar yeh baat na tune maani are are are ai gayi kaam se gayi kaam se gayi yeh ladaki ho gayi hai deewaani chhoti umar mein pyaar ki baate, karti hai manmaani juldi karegi shaadi toh phir juldi honge bachche - (2) aaj ki duniya mein toh do bachche hai bas achchhe buri hai juldi shaadi, rok badhati aabaadi tees hoke warana tu ban jaayegi daadi are beta banno juldi juldi shaadi mat karana sabar se le tu kaam -2, abhi toh nikhari nahi jawaani are are are are gayi kaam se gayi kaam se gayi yeh ladaki ho gayi hai deewaani chhoti umar mein pyaar ki baate, karti hai manmaani

Gayi kaam se gayi Video Song

No cached video is currently available for this song.
derben-clove-plain-tshirt


derben clove messenger bag

derben clove messenger bag

Song Information

Song
Gayi kaam se gayi
Movie / Album
Anjane mein 1978
Artist / Section
Kishor Kumar

Related Songs from Anjane mein 1978

More songs available from the same movie or album.

Related Albums

More album collections from the same catalogue section.

About This Song Page

This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Gayi kaam se gayi in one place.

PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.