Gham E Hasti Se Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Gham E Hasti Se Artist : Mohammad Rafi |
Save As | |
| Gham E Hasti Se Artist : Mohammad Rafi |
Save As |
Gham E Hasti Se Song Lyrics
Song Lyrics Title : Gham E Hasti Se Bas
Song Lyrics Movie : Vallah Kya Baat Hai (1962)
Singer-Rafi
Lyrics-Anand Bakshi
MD-Roshan
mp3 songs
Gham-e-hasti se bas begaanaa hotaa
Khudaaya kaash main deewana hota
gham-e-hasti se bas begaanaa
chali aati qayaamat anjuman mein
chali aati qayaamat anjuman mein
gulon ko aag lag jaati chaman mein
alag baitaa
alag baitaa koi mastaana hota
aaa
Khudaayaa kaash main deewaana hota
gham-e-hasti se bas begaanaa
jo dekha hai suna hai zindagi mein
jo dekha hai suna hai zindagi mein
wo banke dard reh jaathaa na jee mein
fakat ek khwaab
fakat ek khwaab, ek afsaanaa hotaa
Khudaayaa kaash main deewaana hota
gham-e-hasti se bas begaanaa
usee deewangee mein bekhudi mein
usee deewaangee mein bekhudi mein
na khulti aankh saari zindagi mein
sadaa gardish mein
sadaa gardish mein ek paimaanaa hotha
Khudaayaa kaash main deewaana hota
gham-e-hasti se bas begaanaa hotaa
Khudaayaa kaash main deewanaa hotaa
Gham E Hasti Se Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Gham E Hasti Se
Movie / Album
Vallah Kya Baat Hai 1962
Artist / Section
Mohammad Rafi
Related Songs from Vallah Kya Baat Hai 1962
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Gham E Hasti Se in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







