Hai Nazar Ka Ishara Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Hai Nazar Ka Ishara Artist : Lata Mangeshkar |
Save As | |
| Hai Nazar Ka Ishara Artist : Lata Mangeshkar |
Save As |
Hai Nazar Ka Ishara Song Lyrics
Song Lyrics Title : Hai Nazar Ka Ishara
Song Lyrics Movie : Anita (1967)
Singers-Lata, Usha Mangeshkar
Lyrics-Raja Mehdi Ali Khan
MD-Laxmikant Pyarelal
mp3 songs
aaa aaa
hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
jaayiye dil ki baaton me naa aayiye
hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
warna wahi baat ho jaayegi
gham se mulaaqaat hoi jaayegi
warna wahi baat ho jaayegi
din hai magar raat ho jaayegi
meri zulfen khudaaya na bikhraayiye
hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
aaa aaa
jeena bhi dushwaar ho jaayega
ikraar inkaar ho jaayega
jeena bhi dushwaar ho jaayega
ham aap me pyaar ho jaayega
aap mahfil se uthke chale jaayiye
hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
is aag ko bas bujhaa dijiye
sholon ko yoon na hawaa dijiye
is aag ko bas bujhaa dijiye
main yaad aaun duaa dijiye
mere aankhon se aankhen na takraayiye
hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
Posted by: {Anju}
Hai Nazar Ka Ishara Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Hai Nazar Ka Ishara
Movie / Album
Anita 1967
Artist / Section
Lata Mangeshkar
Related Songs from Anita 1967
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Hai Nazar Ka Ishara in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







