PKSongPK

Har ek muskurahat Lyrics

Aankhon mein tum ho 1997 album

Har ek muskurahat

View the available lyrics, song information and playback source for Har ek muskurahat from Aankhon mein tum ho 1997.



derben clove laptop bag

Play & Listen

SongSourcePlay & Listen
Har ek muskurahat
Artist : Alka Yagnik
Save As
Har ek muskurahat
Artist : Alka Yagnik
Save As

Har ek muskurahat Song Lyrics

Song Title : Har Ek Muskurahat   Movie/Album : Aankhon Mein Tum Ho (1997) Singer :  Alka Yagnik La la la laa, la la la la laa laa Aah haa, aah ha ha ha ha ha haa La la la laa, la la la laa laa, la la la la laa la, aah ha ha Har ek muskuraahat muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti Aansoo khushi ke gham ke, hote hai ek jaise - 2 In aansuon ki koi pehchaan nahin hoti Haan, har ek muskuraahat muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti Har baat hai vahi par matlab badal gaye hai Dil dagmagaa gaya tha, par hum sambhal gaye hai Aise bhi aate hai din, jeete hai log lekin - 2 Hota hai aur sab kuch, par jaan nahin hoti Haan, har ek muskuraahat muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti La la la laa, la la la la laa laa Aah haa, aah ha ha ha ha ha haa La la la laa, la la la laa laa, la la la la laa la, aah ha ha Hote hai is jahan mein chehre bhi ek jaise Ghoonghat bhi ek jaise, sehre bhi ek jaise Sab jaanti hai nazrein, pehchaanti hai nazrein - 2 Apni paraayi soorat anjaan nahin hoti Haan, har ek muskuraahat muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti Kya cheez hai yeh dil bhi, ho jaaye jab akela Rehta hai saath iske yaadon ka ek mela Duniya bhi chhoot jaaye, har aas toot jaaye - 2 Mehfil kabhi yeh dil ki veeran nahin hoti Aansoo khushi ke gham ke, hote hai ek jaise - 2 In aansuon ki koi pehchaan nahin hoti Haan, har ek muskuraahat muskaan nahin hoti Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti

Har ek muskurahat Video Song

No cached video is currently available for this song.
derben-clove-plain-tshirt


derben clove messenger bag

derben clove messenger bag

Song Information

Song
Har ek muskurahat
Movie / Album
Aankhon mein tum ho 1997
Artist / Section
Alka Yagnik

Related Songs from Aankhon mein tum ho 1997

More songs available from the same movie or album.

Related Albums

More album collections from the same catalogue section.

About This Song Page

This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Har ek muskurahat in one place.

PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.