Haseeno Ke Jalwe Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Haseeno Ke Jalwe Artist : Mohammad Rafi |
Save As | |
| Haseeno Ke Jalwe Artist : Mohammad Rafi |
Save As |
Haseeno Ke Jalwe Song Lyrics
Song Lyrics Title : Haseeno Ke Jalwe
Song Lyrics Movie : Babar
Singers-Rafi, Manna Dey,Asha Bhonsle, Sudha Malhotra
Lyrics-Sahir Ludhianvi
MD-Roshan
mp3 songs
aaa
aaa
haseenon ke jalwe pareshaan rahte
aaa
ho
haseenon ke jalwe pareshaan rahte
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
haseenon ke jalwe
aaa
muhabbat se tum log anjaan rahte
aaa
haay
muhabbat se tum log anjaan rahte
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
muhabbat se tum log anjaan rahte
hamin ne tumhe jaane mehfil banaaya
nigaahon ne khulne ke qaabil banaaya
hamin ne sikhaaya tumhe waar karna
huye qatl aur tumko qaatil banaaya
huye qatl aur tumko qaatil banaaya
ye sab naazo andaaz bejaan rahte
bejaan rahte o
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
haseenon ke jalwe pareshaan rahte
aaa
ho
hamine tumhe pyaar ki roshni di
jo aanchal se chhanti hai wo chaandni di
nazar se jawaani ki shabnam lutaake
tamaana ke har phool ko taazgi di
tamaana ke har phool ko taazgi di
chaman aarzuon ke weeran rahte
weeraan rahte
haan
chaman aarzuon ke weeran rahte
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote to kyaa baat banti
syaah zulf kaise haseera?? ugalti
agar ham na chhahat ke kaseede lutaate
Khuda kis tarah husn ki baat banti
Khuda kis tarah husn ki baat banti
buton ko khudaayi ke armaan rahte
armaan rahte haan
buton ko khudaayi ke armaan rahte
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
haseenon ke jalwe pareshaan rahte
aaa ho
tumhe hamne jaadoo bhare khwaab bakshe
andheri fizaaon ko mehtaab bakshe
dilon ko wafa ka saleeka sikhaya
dilon ko dhadakne ke aadaab bakshe
dilon ko dhadakne ke aadab bakshe
ye naadaan dil yoon hi naadaan rahte
naadaan rahte haan
ye nadaan dil yoon hi nadaan rahte
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
muhabbat se tum log anjaan rahte
jawaan baajuon ko lachak hamne di hai
haseen choodiyon ko khanak hamne di hai
hamin ne bharaa loch in(?) aayinon me
tumhe bijliyon ki chamak hamne di hai
tumhe bijliyon ki chamak hamne di hai
tum is husn par khud pashemaan rahte
pashemaan rahte haan
tum is husn par khud pashemaan rahte
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
haseenon ke jalwe pareshaan rahte
aaa
duaa do ke tumko muhabbat sikhaadi
murawwat sikhaadi sharaafat sikhaa di
hamin ne tumhe dhange tahzeeb baksha
hamin ne tumhe aadmiyat sikhaadi
hamin ne tumhe aadmiyat sikhaadi
zamaane mein wahshat ke saamaan rahte
saamaan rahte haan
zamaane mein wahshat ke saamaan rahte
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham
agar ham
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
agar ham na hote
muhabbat se tum log
Haseeno Ke Jalwe Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Haseeno Ke Jalwe
Movie / Album
Babar 1960
Artist / Section
Mohammad Rafi
Related Songs from Babar 1960
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Haseeno Ke Jalwe in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







