Jahaan Tu Hai Wahaan Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Jahaan Tu Hai Wahaan Artist : Mohammad Rafi |
Save As | |
| Jahaan Tu Hai Wahaan Artist : Mohammad Rafi |
Save As |
Jahaan Tu Hai Wahaan Song Lyrics
Song Title = Jahaan Tu Hai Wahaan
Movie/album = Aao Pyaar Karen (1964)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Usha Khanna
Director = R.K. Nayyar
Mp3 Songs Lyrics
Bahaar-e-husn teri,
Mausam-e-shabaab teraa
Kahaan se dhoonndh ke laaye
Koyi jawaab teraa
Ye subah bhi tere
Rukhsaar ki jhalak hi to hai
Ke naam leke nikaltaa hai
Aaftaab teraa
Aa aa aa
Jahaan tu hai wahaan phir
Chaandni ko kaun poochhegaa
Jahaan tu hai wahaan phir
Chaandni ko kaun poochhegaa
Teraa dar ho to jannat ki gali ko kaun poochhegaa
Jahaan tu hai wahaan phir
Chaandni ko kaun poochhegaa
Jahaan tu hai
Kali ho haath mein le kar
Bahaaron ko na sharmaanaa
Kali ho haath mein le kar
Bahaaron ko na sharmaanaa
Zamaanaa tujhko dekhegaa
Kali ko kaun poochhegaa
Jahaan tu hai wahaan phir
Chaandni ko kaun poochhegaa
Jahaan tu hai
Farishton ko pataa denaa
Na apni rehguzaaron kaa
Farishton ko pataa denaa
Na apni rehguzaaron kaa
Wo qaafir ho gaye to
Bandagi ko kaun poochhegaa
Jahaan tu hai wahaan phir
Chaandni ko kaun poochhegaa
Jahaan tu hai
Kisi ko muskuraa ke
Khoobsoorat maut naa denaa
Kisi ko muskuraa ke
Khoobsoorat maut naa denaa
Qasam hai zindagi ki
Zindagi ko kaun poochhegaa
Jahaan tu hai wahaan phir
Chaandni ko kaun poochhegaa
Jahaan tu hai wahaan phir
Chaandni ko kaun poochhegaa
Tera dar ho to jannat ki gali ko kaun poochhegaa
Jahaan tu hai wahaan phir
Chaandni ko kaun poochhegaa
Jahaan tu hai..
Posted By : {Anamika Tyagi}
Jahaan Tu Hai Wahaan Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Jahaan Tu Hai Wahaan
Movie / Album
Aao Pyar Karen 1964
Artist / Section
Mohammad Rafi
Related Songs from Aao Pyar Karen 1964
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Jahaan Tu Hai Wahaan in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







