Jahan daal daal par Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Jahan daal daal par Artist : Mohammad Rafi |
Save As | |
| Jahan daal daal par Artist : Mohammad Rafi |
Save As |
Jahan daal daal par Song Lyrics
Song Lyrics Title : Jaha daal daal per
Song Lyrics Movie : Sikandar E Azam 1965
Actor(s)/Actress(es) : Prithviraj Kapoor, Dara Singh, Premnath,
Mumtaz, Prem Chopra, Jeevan
Singer : Mohammed Rafi
Music Director(s) : Hansraj Behl
Lyricist(s) : Rajinder Krishan
mp3 songs
jahaan daal daal par
sone ki chidiyaan karti hain basera
wo Bhaarat desh hai mera
wo Bhaarat desh hai mera
Aaaaa..
Gurur Bramha, gurur Vishnu, gurur devo Maheshwarah
Gurur sakshaat para Bramha tasmaayev sri Gurudev namah
jahaan daal daal par
sone ki chidiyaan karti hain basera
wo Bhaarat desh hai mera
wo Bhaarat desh hai mera
jahaan daal daal par
sone ki chidiyaan karti hain baseraa
wo Bhaarat desh hai mera
wo Bhaarat desh hai mera
jahaan saty, ahinsaa aur dharm ka
pag-pag lagtaa deraa
wo Bhaarat desh hai mera
wo Bhaarat desh hai mera
Jai Bharti Jai Bharti
Jai Bharti Jai Bharti
Aaaa
ye dharti wo jahaan Rishhi muni
japte Prabhu naam ki maalaa
Hari Om Hari Om Hari Om Hari Om
jahaan har baalak ek Mohan hai
aur Raadhaa ek ek baalaa
aur Raadhaa ek ek baalaa
jahaan sooraj sabse pahle aa kar
daale apnaa pheraa
wo Bhaarat desh hai meraa
wo Bhaarat desh hai meraa
Jahan Ganga Jamuna Krishna aur Kaveri bahti jaaye
Jahan Uttar Dakshin Poorab Paschim ko amrit pilwaaye
ye amrit pilwaye
kahin ye phal aur phool ugaaye
kesar kahin bikhera
wo Bhaarat desh hai meraa
wo Bhaarat desh hai meraa
albelon ki is dharti ke
tyohaar bhi hain albele
kahin deewaali ki jagmag hai
holi ke kahin mele
kahin deewaali ki jagmag hai
holi ke kahin mele
holi ke kahin mele
jahaan raag rang aur hansi khushi kaa
chaaro aur hai gheraa
wo Bhaarat desh hai meraa
wo Bhaarat desh hai meraa
jahaan daal daal par
sone ki chidiyaan karati hai basera
wo Bhaarat desh hai mera
wo Bhaarat desh hai mera
jahaan aasmaan se baate karte
mandir aur shivaale
kisi nagar me kisi dwaar par
koi na taalaa daale
koi na taalaa daale
aur prem ki bansi jahaan bajaataa
aaye shaam saweraa
wo Bhaarat desh hai meraa
wo Bhaarat desh hai meraa
jahaan saty, ahinsaa aur dharm kaa
pag pag lagtaa deraa
wo Bhaarat desh hai meraa
wo Bhaarat desh hai meraa
Jai Bharti Jai Bharti
Jai Bharti Jai Bharti
Aaaaa Aaaaa
Posted by : {Anamika Tyagi}
Jahan daal daal par Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Jahan daal daal par
Movie / Album
Sikandar E Azam 1965
Artist / Section
Mohammad Rafi
Related Songs from Sikandar E Azam 1965
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Jahan daal daal par in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







