Kab Tak Yaad Karu Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Kab Tak Yaad Karu Artist : Agam Nigam |
Save As | |
| Kab Tak Yaad Karu Artist : Agam Nigam |
Save As |
Kab Tak Yaad Karu Song Lyrics
Song Lyrics : Kab Tak Yaad Karu Main Usko
Song Lyrics Movie or Album: Bewafaai 2005
Singer(s): Agam Kumar Nigam
Lyrics
Kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
aaj Bhi Uska Chehra Meri Aankhon Mein Rehta Hai
uski Chahat Ka Ek Dariyaan Iss Dil Mein Behta Hai
qatra Qatra Khoon Badan Ka Uski Yaad Nichode
saari Duniya Choote Uski Yaad Na Pichha Chhode
aankhen Band Karu Toh Usko Apane Paas Main Paaun
aankhen Band Karu Toh Usko Apane Paas Main Paaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
maine Ishq Kiya Tha Uski Sazaa Bhi Maine Paayi
uth Naa Paaunga Jeevan Bhar Aaisi Thokar Khaayi
sab Kuchh Karna Iss Duniya Mein Dil Na Yaar Lagana
mere Jaisa Ishq Bhi Tumko Kar Dega Deewana
dil Jalta Hai Kaise Tumko Dil Ke Daag Dikhaaun
dil Jalta Hai Kaise Tumko Dil Ke Daag Dikhaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
Kab Tak Yaad Karu Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Kab Tak Yaad Karu
Movie / Album
Bewafaai 2005
Artist / Section
Agam Nigam
Related Songs from Bewafaai 2005
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Kab Tak Yaad Karu in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







