PKSongPK

Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics

Sanju 2018 album

Main Badhiya Tu Bhi Badhiya

View the available lyrics, song information and playback source for Main Badhiya Tu Bhi Badhiya from Sanju 2018.



derben clove laptop bag

Play & Listen

SongSourcePlay & Listen
Main Badhiya Tu Bhi Badhiya
Artist : Sonu Nigam, Sunidhi Chouhan
Save As
Main Badhiya Tu Bhi Badhiya
Artist : Sonu Nigam, Sunidhi Chouhan
Save As

Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Song Lyrics

Song Lyrics Title : Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Song Lyrics Movie : Sanju 2018 Singers: Sonu Nigam, Sunidhi Chouhan mp3 songs Praan Priye! Tum Kishan ho main hoon Radha Tum sui ho main hoon dhaaga Phir sangam kyun hai.. Aadha.. aadha.. aadha.. Pa pa ra pa… Main badhiya tu bhi badhiya Shaadi kar le saanwariya Phootengi phir phuljhadiyan Badhiya badhiyaaan… Pa pa ra pa… Main badhiya tu bhi badhiya Par main azaad hoon chidiya Rakh tu apni phuljhadiyan Badhiya badhiyaa… Chatt mangni, kar patt mangni Mujhe patni banale jhatt patt apni Sun pagli main hoon chhora jungli Arey kaahe ko banana chaahe meri chattni Oho. oho Main badhiya tu bhi badhiya Shaadi kar le saanwariya Phootengi phir phuljhadiyan Badhiya badhiyaaan… Nahi priye Main badhiya tu bhi badhiya Par main azaad hoon chidiya Rakh tu apni phuljhadiyan Badhiya badhiyaa… Pa pa ra pa… Sun sajna kal aaya sapna Maine sapne mein dekha mandap apna Sab taare thhe baraati Sang naach rahe suraj chanda Jaag jaa re pagli tu Sapna nahi hai yeh hai durghatna Durghatna… Suraj se mandap jal jayega Mujhe nahi pakna, nahi pakna Oho. oho Main badhiya tu bhi badhiya Hum kyun phoonke yeh duniya Rakh tu apni phuljhadiyan Badhiya badhiya… Teri bagiya main aake Phool khila dungi main… Kar shaadi Arey bhool ja tu phool wool Bagiya mein karni hai Kheti baadi Aath dus bacche honge Tutlayenge Mummy Daddy Mummy Daddy… Abhi kya kam hai Jo hum bhi badhaye Duniya ki abaadi Arey hum do humaare do Apna lenge hum ye naara Ye naara… Paalunga main do bhi kaise Naukri nahi hai main hoon awaara Awaara… Oye oye oye… Main badhiya tu bhi badhiya Par pahle dhoondon naukariya Phodenge phir phuljhaldiya Badhiya badhiya… Badhiya ji badhiya Badhiya… Badhiya ji badhiya Badhiya… Main badhiya tu bhi badhiya Dono azaad hain chidiya Pahle dhoondon naukariya badhiya badhiya Main badhiya tu bhi badhiya Dhoondunga main naukariya Phonkenge ye phuljhadiya badhiya badhiya Samjhe, aan? Badhiya!

Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Video Song

No cached video is currently available for this song.
derben-clove-plain-tshirt


derben clove messenger bag

derben clove messenger bag

Song Information

Song
Main Badhiya Tu Bhi Badhiya
Movie / Album
Sanju 2018
Artist / Section
Sonu Nigam, Sunidhi Chouhan

About This Song Page

This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Main Badhiya Tu Bhi Badhiya in one place.

PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.