Maine Tujhe Kabhi Kuch Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Maine Tujhe Kabhi Kuch Artist : Asha Bhosle |
Save As | |
| Maine Tujhe Kabhi Kuch Artist : Asha Bhosle |
Save As |
Maine Tujhe Kabhi Kuch Song Lyrics
Song Lyrics Title = Maine Tujhe Kabhi Kuch
Song Lyrics Movie = Yeh Vaada Raha (1982)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Kapil Kapoor
Mp3 Song Lyrics
Ho.. maine tujhe kabhi kuchh kahaa thaa
Jo bhi kahaa wo kiyaa
Are maine tujhe kabhi kuchh kahaa thaa
Jo bhi kahaa wo kiyaa
Sadaa ke ye rishte nibhane hain sadaa
Maine tujhe kabhi kuchh kahaa thaa
Jo bhi kaha wo kiyaa haan
Sadaa ke ye rishte nibhane hain sadaa
Maine tujhe haan kabhi kuchh kahaa thaa
Jo bhi kahaa wo kiyaa
Dulhaa banunga main baajaa bajega
Dulhan banegi tu mandap sajega
Duulhaa banunga
Baajaa bajega
Dulhan banegi tu mandap sajegaa
Phir tu meri mang yoon bharegaa
Ho jo bhi kahaa wo kiyaa
Sadaa ke ye rishte nibhane hain sadaa
Maine tujhe kabhi kuchh kahaa thaa
Jo bhi kahaa wo kiyaa
Phoolon ki sej pe do dil milenge
Mahakegi zindagi sapane khilenge
Phoolon ki sej pe
Do dil milenge
Mahakegi zindagi sapane khilenge
Har daur mein apana pyaar hansega
Jo bhi kahaa wo kiyaa
Sadaa ke ye rishte nibhane hain sadaa
Maine tujhe kabhi kuchh kahaa thaa
Jo bhi kahaa wo kiyaa
Aa Aa Aa
Apanaa to mel hai sadiyon puranaa
Judaa kar sakega na hamako zamana
Apanaa to mel hai sadiyon puranaa
Judaa kar sakega na hamako zamana
Main hoon teri tu bhi meraa rahegaa
Jo bhi kahaa wo kiyaa
Sadaa ke ye rishte nibhane hain sadaa
Maine tujhe kabhi kuchh kahaa thaa
Jo bhi kahaa wo kiyaa
Jo bhi kahaa wo kiyaa
Aa Aa Aa
Posted by : {Anju Verma}
Maine Tujhe Kabhi Kuch Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Maine Tujhe Kabhi Kuch
Movie / Album
Yeh Vaada Raha 1982
Artist / Section
Asha Bhosle
Related Songs from Yeh Vaada Raha 1982
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Maine Tujhe Kabhi Kuch in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







