PKSongPK

Mehndi Hai Rachnewali Lyrics

Zubeidaa 2001 album

Mehndi Hai Rachnewali

View the available lyrics, song information and playback source for Mehndi Hai Rachnewali from Zubeidaa 2001.



derben clove laptop bag

Play & Listen

SongSourcePlay & Listen
Mehndi Hai Rachnewali
Artist : XYZ
Save As
Mehndi Hai Rachnewali
Artist : XYZ
Save As

Mehndi Hai Rachnewali Song Lyrics

Song Lyrics Title : Mehndi Hai Rachnewali Song Lyrics Movie : Zubeidaa (2001) Singer(s) : AlkaYagnik mp3 songs Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan Haathon mein khilnewaali hain Tere mann ko, jeevan ko Nayi khushiyaan milnewaali hai Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan Haathon mein khilnewaali hain Tere mann ko, jeevan ko Nayi khushiyaan milnewaali hai O hariyali banno Le jaana tujhko guiyyaan aane waale hai saiyyaan Thaamenge aake baiyyaan, goonjegi shehnaayi Angnaayi, angnaayi Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan Haathon mein khilnewaali hain Tere mann ko, jeevan ko Nayi khushiyaan milnewaali hai Gaaye maiya aur mausi, gaaye behna aur bhabhi Ke mehndi khil jaaye, rang laaye hariyaali banni Gaaye phoofi aur chaachi, gaaye naani aur daadi Ke mehndi mann bhaaye, saj jaaye hariyaali banni Mehndi roop sanwaare, o mehndi rang nikhaare, ho Hariyaali banni ke aanchal mein utrenge taarein Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan Haathon mein khilnewaali hain Tere mann ko, jeevan ko Nayi khushiyaan milnewaali hai   Gaaje, baaje, baraati, ghoda, gaadi aur haathi ko Laayenge saajan tere aangan, hariyaali banni Teri mehndi woh dekhenge To apna dil rakhdenge woh Pairon mein tere chupke se, hariyaali banni Mehndi roop sanwaare, o mehndi rang nikhaare, ho Hariyaali banni ke aanchal mein utrenge taarein Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan Haathon mein khilnewaali hain Tere mann ko, jeevan ko Nayi khushiyaan milnewaali hai Posted by : {Anamika Tyagi}

Mehndi Hai Rachnewali Video Song

No cached video is currently available for this song.
derben-clove-plain-tshirt


derben clove messenger bag

derben clove messenger bag

Song Information

Song
Mehndi Hai Rachnewali
Movie / Album
Zubeidaa 2001
Artist / Section
XYZ

Related Songs from Zubeidaa 2001

More songs available from the same movie or album.

Related Albums

More album collections from the same catalogue section.

About This Song Page

This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Mehndi Hai Rachnewali in one place.

PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.