Muqaddar Ka Badshah Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Muqaddar Ka Badshah Artist : Amit Kumar |
Save As | |
| Muqaddar Ka Badshah Artist : Amit Kumar |
Save As |
Muqaddar Ka Badshah Song Lyrics
Song Lyrics Title = Muqaddar Ka Badshah
Song Lyrics Movie = Muqaddar Ka Badshaah (1990)
Singers = Amit Kumar
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Director = Rama Rao Tatineni
Music Label = Venus Records
Starring = Vinod Khanna, Shabana Azmi, Vijayshanti, Anupam Kher,
Kader Khan
Release on = 15th June, 1990
mp3 songs
Jalimo ke julm ki aag mein jala
Aasuo ko pi gaya kato pe chala
Julm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah
Jalimo ke julm ki aag mein jala
Aasuo ko pi gaya kato pe chala
Julm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah
Dhongi papi adharmi ko bhagwan kaha logo me
Desh ko jisne luta us mahan kaha logo ne
Lut ke aise lutero se maine diya jo garibo ko
Apne hatho se jo sawara bigde huye nasibo ko
To kya yeh na insafi hai kya yeh pap hai
Kya yeh gunah hai bolo
Parda sabse chehre se uthane ke liye
Li hai jo kasam use nibhane liye
Julm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah
Jab baban ki abru lutne lage
Jab bahan ki abru lutne lage
Dard ke pahad mujhpe tutne lage
Main kaise chup rahta
Kitne sitam sahata bolo
Kanun ke waihsi darindo ne itna majbur kiya
Maine apne hatho se janjiro ko tod diya
Dusmano ko khak mein milane ke liye
Pyas unke khun se bujhane ke liye
Julm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah
Jalimo ke julm ki aag mein jala
Aasuo ko pi gaya kato pe chala
Julm ko jamane se mitane ke liye
Ban gaya main ban gaya
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah
Muqaddar ka badshaah...
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Muqaddar Ka Badshah Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Muqaddar Ka Badshah
Movie / Album
Muqaddar Ka Badshaah 1990
Artist / Section
Amit Kumar
Related Songs from Muqaddar Ka Badshaah 1990
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Muqaddar Ka Badshah in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







