Pyaar Kiya To Darna Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Pyaar Kiya To Darna Artist : Anushka Manchandani |
Save As | |
| Pyaar Kiya To Darna Artist : Anushka Manchandani |
Save As |
Pyaar Kiya To Darna Song Lyrics
Song Lyrics : Pyar Kiya Toh Darna Kya
Song Lyrics Movie or Album: Maan Gaye Mughall-E-Azam
Singer(s): Anushka Manchandani, Ishq Bector, Mahalakshmi Iyer, Shaan
Music Director(s): Anu Malik
Lyricist(s): Sanjay Chhel
Lyrics
(maine kali ka dil nahin toda, maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuchh chhoda) - (2)
main toh kali ka -2 deewaana mere yaar
main toh kali pe -2 apna dil gaya haar
main toh kali se -2 karna chaahu ikraar
chaahe junvaar do -2 lambi lambi deewaar
maan gaye mughal-e-azam, ishq mein duba yeh aalam - (2)
jab what, jab come on, jab chalana, jab kab
jab pyar kiya toh darna kya, jab
jab pyar kiya toh darna kya, pyar kiya koi chori nahi ki
maine kali ka dil nahi toda, maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuchh chhoda
pyar kiya koi chori nahi ki, chhup chhup life mein jeena kya
jab tu, jab main, jab haan
jab pyar kiya toh darna kya - (2)
maan gaye mughal-e-azam, ishq mein duba yeh aalam - (2)
prem nagar ka prince hoon main, aur tu hai rathkasa
maine tujhko tune mujhko naino mein phaasa
jab kya jab waah jab aah jab ja
teer chale talwar chale yaaron ke baadshah
apna pyar maashaah allah kiski hai parwah
ishq ka yeh asar chakh le o bekhabar, chakh le o bekhabar
teer chale talwar chale yaaron ke baadshah
apna pyar maashaah allah kiski hai parwah
pyar kiya koi chori nahi ki, chhup chhup life mein jeena kya
jab so what, jab who cares, jab aa haan
jab pyar kiya toh darna kya - (2)
maine kali ka dil nahi toda, maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuchh chhoda
shehjaada mein cool cool, tu sexy anarkali
apana charcha shehar shehar aur gossip gali gali
jab me, jab you, jab true, jab
zanjeere deeware pehare always lagate rahe
we dont care kehkar paagal premi milate rahe
ishq ka yeh nasha har taraf har disha, har taraf har disha
zanjeere deeware pehare always lagate rahe
we dont care kehkar paagal premi milate rahe
pyar kiya koi chori nahi ki
maine kali ka dil nahi toda, maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuchh chhoda, pyar pyar pyar pyar....
pyar kiya koi chori nahi ki, chhup chhup life mein jeena kya
jab tan jab mann jab dum jab
jab pyar kiya toh darna kya - (2)
maine kali ka dil nahi toda, maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuchh chhoda
mughal-e mughal-e mughal-e-azam, maan gaye mughal-e-azam - (2)
Pyaar Kiya To Darna Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Pyaar Kiya To Darna
Movie / Album
Maan Gaye Mughal E Azam 2008
Artist / Section
Anushka Manchandani
Related Songs from Maan Gaye Mughal E Azam 2008
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Pyaar Kiya To Darna in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







