Raat Hai Qayamat Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Raat Hai Qayamat Artist : XYZ |
Save As | |
| Raat Hai Qayamat Artist : XYZ |
Save As |
Raat Hai Qayamat Song Lyrics
Song Lyrics Title = Raat Hai Qayamat
Song Lyrics Movie = Oh Darling Yeh Hai India (1995)
Singers = Shweta Shetty
Song Lyricists = Ketan Mehta
Music Composer = Ranjit Barot
Director = Ketan Mehta
Music Label = Venus
Starring = Shahrukh Khan, Deepa Sahi, Jaaved Jaffrey,
Anupam Kher, Amrish Puri
Release on = 11th August, 1995
mp3 songs
((Tu jo chaahe woh kar le, hai aaj yeh ijaajat
Tu jo chaahe woh kar le, hai aaj yeh ijaajat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Aaj ki baat sab kuchh alag hi hoga sab kuchh
Rahega yaad hamesha badal jaayega sab kuchh
Ji bhar ke kar le tu aaj abb sharaarat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Nahi tum tum rahoge, nahi hum hum rahenge
Nahi khushiya rahegi, nahi koyi ghum rahenge
Muskuraake maang le, ek aakhari inaayat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
La la la la…
Na jaane kab kya hoga, na jaane kya kya hoga
Jahaan mein jab jo hoga, jaankar bhi kya hoga
Sab bhul ke maja kar, bas mat kar shikaayat
Sab bhul ke maja kar, bas mat kar shikaayat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat
Yeh raat hai qayaamat, yeh raat hai qayaamat...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Raat Hai Qayamat Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Raat Hai Qayamat
Movie / Album
Oh Darling Yeh Hai India 1995
Artist / Section
XYZ
Related Songs from Oh Darling Yeh Hai India 1995
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Raat Hai Qayamat in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







