Rabba main to mar gaya Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Rabba main to mar gaya Artist : New Song |
Save As | |
| Rabba main to mar gaya Artist : New Song |
Save As |
Rabba main to mar gaya Song Lyrics
Song lyrics title : Rabba main to mar gaya (mausam)
Song lyrics movie : Mausam (2011)
Singer : Shahid Mallya
mp3 song lyrics
Koi dil bekaabu kar gaya
Aur ishqa dil mein bhar gaya
Koi dil bekaabu kar gaya
Aur ishqa dil mein bhar gaya
Aankhon aankhon mein woh lakhon gallan kar gaya oye
Oh rabba main toh mar gaya oye
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye
Oh rabba main toh mar gaya oye
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye
Ab dil chaahe khamoshi ke honthon pe main likh doon
Pyaari si baatein kayi
Ho kuch pal mere naam kare woh, main bhi uske naam pe
Likhoon mulakaatein kayi
Ho pehli hi takni mein bann gayi jaan pe
Naina waina uske mere dil pe chapeh
Ab jaaun kahan pe, dil ruka hai wahaan pe
Jahaan dekh ke mujhe woh aagey badh gaya oye
Oh rabba main toh mar gaya oye
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye
Oh rabba main toh mar gaya oye
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye
Mausam ke azaad parinday, haathon mein hai uske
Ya woh bahaaron si hai
Sardi ki woh dhoop ke jaisi, garmi ki shaam hai
Pehli puhaaron si hai
Mera pyaar ka mausam bhi hai, lagey meri mehram bhi hai
Mera pyaar ka mausam bhi hai, lagey meri mehram bhi hai
Jaane kya kya do aankhon mein main padh gaya oye
Oh rabba main toh marr gaya oye
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye
Oh rabba main toh marr gaya oye
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye
Koi dil bekaabu kar gaya
Aur ishqa dil mein bhar gaya
Aankhon aankhon mein woh lakhon gallan kar gaya oye
Oh rabba main toh mar gaya oye
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye
Oh rabba main toh mar gaya oye
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye
Rabba main to mar gaya Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Rabba main to mar gaya
Movie / Album
Mausam 2011
Artist / Section
New Song
Related Songs from Mausam 2011
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Rabba main to mar gaya in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







