Raja Ka Baj Gaya Baja Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Raja Ka Baj Gaya Baja Artist : Alka Yagnik |
Save As | |
| Raja Ka Baj Gaya Baja Artist : Alka Yagnik |
Save As |
Raja Ka Baj Gaya Baja Song Lyrics
Song Lyrics Title = Raja Ka Baj Gaya Baja
Movie/album = Farishtay (1991)
Singers = Alka Yagnik, Shabbir Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Anil Sharma
Starring = Rajinikanth, Dharmendra, Vinod Khanna, Sridevi,
Swapna, Jayaprada
Release on = 22nd February, 1991
Mp3 Song Lyrics
((Apna hai raz phir kahe ka raja
Raja ka hamne baja diya baja
Apna hai raz phir kahe ka raja
Raja ka hamne baja diya baja
Raja ko mil gaya aaj maharaja
Raja ka hamne baja diya baja
Apna hai raz phir kahe ka raja
Raja ka hamne baja diya baja...
Cham cham nach uthe hu bandhan tut gaye
Tut gayi sari janjire hum bhi chut gaye
Cham cham nach uthe hu bandhan tut gaye
Tut gayi sari janjire hum bhi chut gaye
Sar pe pada jab janta ka danda
Raja ka gussa ho gaya thanda
Sar pe pada jab janta ka danda
Raja ka gussa ho gaya thanda
Tuta mahal rah gaya darwaja
Raja ka hamne baja diya baja
Raja ko mil gaya aaj maharaja
Raja ka hamne baja diya baja
Apna hai raz phir kahe ka raja
Raja ka hamne baja diya baja...
Humne bahut ki teri gulami
Barso di hamne tujhko salami
Humne bahut ki teri gulami
Barso di hamne tujhko salami
Wo din gaye ab tu bhi chala ja
Raja ka hamne baja diya baja
Raja ko mil gaya aaj maharaja
Raja ka hamne baja diya baja
Apna hai raz phir kahe ka raja
Raja ka hamne baja diya baja...
Denge tujhe hum sare duaye
Tu leke aaya thandi hawaye
Denge tujhe hum sare duaye
Tu leke aaya thandi hawaye
Banke tu badal basti pe chha ja
Raja ka hamne baja diya baja
Pahle watan uske bad sab hai
Kaisi gulami sab azad hai
Pahle watan uske bad sab hai
Kaisi gulami sab azad hai
Logo suno ye khabar ek taja
Raja ka hamne baja diya baja
Raja ko mil gaya aaj maharaja
Raja ka hamne baja diya baja
Apna hai raz phir kahe ka raja
Raja ka hamne baja diya baja...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Raja Ka Baj Gaya Baja Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Raja Ka Baj Gaya Baja
Movie / Album
Farishtay 1991
Artist / Section
Alka Yagnik
Related Songs from Farishtay 1991
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Raja Ka Baj Gaya Baja in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







