Sab Ke Lab Par Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Sab Ke Lab Par Artist : Mohammad Rafi |
Save As | |
| Sab Ke Lab Par Artist : Mohammad Rafi |
Save As |
Sab Ke Lab Par Song Lyrics
Song Lyrics : Sab Ke Lab Par Naam Haamaara
Song Lyrics Movie or Album: Harfan Maula (1976)
Singer(s): Mohammad Rafi
Music Director(s): Shamji Ghanshamji
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Lyrics
sab ke lab par naam haamaara
are husn ke maalik pyaar se hamko harfan maula kehate hai
harfan mein ustaad ho lekin maat yahaan par khaaoge
are ek najar mein dil ki baaji haaroge, lut jaaoge
hamaare saamane aana hai -2 toh dil thaamkar aana
hamaare saamane aana hai toh dil thaamkar aana - (3)
ke hum baaton hi baaton mein -2 bana dete hai deewaana
ke hum baaton hi baaton mein bana dete hai deewaana
hamaare ishq se yeh husnwaalo yoon na takraana
hamaare ishq se -2 yeh husnwaalo yoon na takraana
lipat jaayega daaman -2 ke deewaana toh deewaana
lipat jaayega daaman ke deewaana toh deewaana
hamaara husn hai rangin sona, isaka kya kehana
hamaara husn hai -2 rangin sona, isaka kya kehana
agar hai jindagi pyaari toh hamase dur hi rehana
aisa na mehfil mein hamaare, muft mein jaaye jaan tumhaari
agar hai jindagi -2 pyaari toh hamase dur hi rehana
ki shole se lipatkar -2 khaak ho jaata hai parwaana
ke hum baaton hi baaton mein bana dete hai deewaana
jal jaane ka naam na lijiye, naadaani se kaam na lijiye
hum thehare aashiq saudaayi, hogi tumhaari hi ruswaayi
dilon ki aag ko -2 jyaada nahi bhadkaayiye warna
pakad lenge kalaayi haay haay haay haay
pakad lenge kalaayi hum toh jaan-e-baat pe marana
bhari mehfil mein aata hai -2 tamaasha hamako dikhalaana
lipat jaayega daaman ke deewaana toh deewaana
hamse daro jidd na karo, aisa na ho aahein bharo
aji chhod tumhe jaaye kahaan, dar pe khade dushman jaan
are (dar pe khade dushman jaan -2)
khuda sabaka nigehbaan hai -2, bujurgon ka hai farmaana
lipat jaayega daaman (ke deewaana toh deewaana -4)
deewaana deewaana deewaana ho deewaana deewaana deewaana....
ke deewaana toh deewaana.........
Sab Ke Lab Par Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Sab Ke Lab Par
Movie / Album
Harfan Maula 1976
Artist / Section
Mohammad Rafi
Related Songs from Harfan Maula 1976
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Sab Ke Lab Par in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







