PKSongPK

Sanwariya Sanwariya Mai Lyrics

Swades 2004 album

Sanwariya Sanwariya Mai

View the available lyrics, song information and playback source for Sanwariya Sanwariya Mai from Swades 2004.



derben clove laptop bag

Play & Listen

SongSourcePlay & Listen
Sanwariya Sanwariya Mai
Artist : XYZ
Save As
Sanwariya Sanwariya Mai
Artist : XYZ
Save As

Sanwariya Sanwariya Mai Song Lyrics

Song Lyrics Title : Sanwariya Sanwariya Song Lyrics Movie : Swades (2004) mp3 songs (Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya Tune mann moh liya…saanwariya ho…) -2 Uljha sa ye mann hai, sulgha sa ye tann hai Sapnon ka saawan hai, nainon ka aangan hai Chhalke mann gaagariya..saanwariya ho…saanwariya ho… Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya Tune mann moh liya…saanwariya ho… Tara rara ra ra ra ra ra ra…aa… -2 Jo tu yun paas aaya hai, jo tu yun dil pe chhaaya hai Toh maine kya paaya hai, kaise kahoon haan Kahin dhadhkan ki kaliyaan hai, kahin sapnon ki galiyaan hai Jo mann mein rang-raliyaan hai, kaise kahoon Tu jo, mujhe, aise, behkaaye, kabhi kabhi mujhe toh badi laaj si aaye Bhooli hoon main jaise, apni dagariya Jabse hai dekhi maine, prem nagariya, prem nagariya Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya Tune mann moh liya…saanwariya ho… Ho…ho…ho…ho…ho… Tu jo, mila, mujhe, toh ye saara, sama, badal gaya Khilne lage hain phoolse meri raah mein Phir yun, laga, mujhe ke ye dharti, nayi huwi Naya ambar huwa, teri aur meri chaah mein Chanchal, hawa, taraana koyi gaaye Nadiya bhi koyi kahaani kehti jaaye Jabse mili sajna, tujhse najariya Ho gayi hai sudh-budh ki mujhse gathhariya Saanwariya saanwariya Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya Tune mann moh liya... saanwariya ho... Tara rara ra ra ra ra ra ra…aa… -2

Sanwariya Sanwariya Mai Video Song

No cached video is currently available for this song.
derben-clove-plain-tshirt


derben clove messenger bag

derben clove messenger bag

Song Information

Song
Sanwariya Sanwariya Mai
Movie / Album
Swades 2004
Artist / Section
XYZ

Related Songs from Swades 2004

More songs available from the same movie or album.

Related Albums

More album collections from the same catalogue section.

About This Song Page

This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Sanwariya Sanwariya Mai in one place.

PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.