Tuti khidki makadi Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Tuti khidki makadi Artist : Kavita Krishnamoorthy |
Save As | |
| Tuti khidki makadi Artist : Kavita Krishnamoorthy |
Save As |
Tuti khidki makadi Song Lyrics
Song Lyrics Title : TooTi khiDki makaDi kaa janglaa
Song Lyrics Movie/Album Name: YAAD RAKHEGI DUNIYA
Singer(s) : AMIT KUMAR, KAVITA KRISHNAMURTHY
Lyrics a: aa aa aa aa aa.. -2
TooTi khiDki makaDi kaa janglaa
jangle ke peechhe bhoot banglaa
TooTi khiDki ee..
makaDi kaa janglaa huN mmmm
jangle ke peechhe bhoot banglaa
bangle mein koi aayaa hai, aake hamen jagaayaa hai -2
jaayegaa bachke kahaaN
chorus: *Devilish Laughter*
ka: TooTi khiDki makaDi kaa janglaa..
jangle ke peechhe bhoot banglaa
TooTi khiDki hee hee hee hee, makaDi kaa janglaa
jangle ke peechhe bhoot banglaa..
chorus: aa aa aa aa...
ka: khincho iske baaloN ko, nocho iske gaaloN ko
dekh na paaye -2, aa
kaaTo isko daaNtoN se, pakDo donoN haathoN se
bhaag na jaaye -2
chhoDenge na ise, denge ham sazaa
isko chakhaayenge aane kaa mazaa
hamko na dekh le, aaNkhoN ko phoD do
chal ke na jaa sake, TaaNgoN ko toD do
arey maaro isko baari-baari
a: bhar bhurb bhurb, dhar dhurb dhurb, jam jaame jaam jantar
kar rasm bhasm, tar rasm kasm, dam daame daam mantar
TooTi khiDki makaDi kaa janglaa
jangle ke peechhe bhoot banglaa
TooTi khiDki, oo, makaDi kaa janglaa
jangle ke peechhe bhoot banglaa
bangle mein koi aayaa hai, aake hamen jagaayaa hai -2
jaayegaa bachke kahaaN
aaoo aaoo
TooTi khiDki makaDi kaa janglaa
jangle ke peechhe bhoot banglaa..
chorus: huvaaN huvaaN hu vaaN-vaaN-vaaN -5
oo..
a: tanhaai ke pahre hain, andhere bhi gahre hain
door na jaao -2
honT hamaare sookhe hain, kai dinoN se bhookhe hain
paas to aao -2
ham to akele hain koi na yaahaaN
peechhaa na chhoDenge jaaoge jahaaN
piyenge ham lahoo tumko nichoD ke
rakh lenge baahoN mein sabko maroD ke
ban jaayenge maut tumhaari
( TooTi khiDki makaDi kaa janglaa
jangle ke peechhe bhoot banglaa ) -2
aa aa aa...
hey ey ey ey...
bangle mein koi aayaa hai, aake hamen jagaayaa hai -2
jaayegaa bachke kahaaN, haa haa
TooTi khiDki makaDi kaa janglaa
jangle ke peechhe bhoot banglaa
TooTi khiDki ka: ee ee ee ee
a: makaDi ka janglaa ka: ee ee ee ee
a: jangle ke peechhe ka: *Cries*
a: bhoot banglaa ka: bachaa..o
Tuti khidki makadi Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Tuti khidki makadi
Movie / Album
Yaad Rakhegi Duniya 1992
Artist / Section
Kavita Krishnamoorthy
Related Songs from Yaad Rakhegi Duniya 1992
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Tuti khidki makadi in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







