Wah Wah Badla Zamana Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Wah Wah Badla Zamana Artist : Mohammad Rafi |
Save As | |
| Wah Wah Badla Zamana Artist : Mohammad Rafi |
Save As |
Wah Wah Badla Zamana Song Lyrics
Song Lyrics Title = Wah Wah Badla Zamana
Song Lyrics Movie = Miss India (1957)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Sachin Dev Burman
Director = I.S. Johar
Music Label = Saregama
Starring = Nargis Dutt, Pradeep Kumar,
Pran, Nishi
mp3 songs
Aaha badla zamana
Wah wah badla zamana
Chhe naye paison ka puraana ek aana
Aaha badla zamana
Wah wah badla zamana
Chhe naye paison ka puraana ek aana
Aaha badla zamana
Wah wah badla zamana
Pahle solah paison ki to hoti thi chawanni
Ho gai ab barah paison ki dowanni
Pahle solah paison ki to hoti thi chawanni
Ho gai ab barah paison ki dowanni
Uth gaya aane pai ka aabodaanaa
Badlaa zamana
Wah wah badla zamana
Chhe naye paison ka puraana ek aana
Aaha badla zamana
Wah wah badla zamana
Chhote chhote naye paise
Bade pyaare pyaare
Chhote chhote naye paise
Bade pyaare pyaare
Gol mol nanhe munne ankhiyon ke taare
Chhote chhote naye paise
Bade pyaare pyaare
Gol mol nanhe munne ankhiyon ke taare
Rupaiyye ke milen sau
Bhar lo khazaana
Badlaa zamana
Wah wah badla zamana
Chhe naye paison ka puraana ek aana
Aaha badla zamana
Wah wah badla zamana
Sun maayi baap rahen khush tere laal
Fakeer kare do naye paison ka sawaal
Sun maayi baap
Sun maayi baap rahen khush tere laal
Fakeer kare do naye paison ka sawaal
Jo do nahin lega ik paisa puraana
Badlaa zamana
Wah wah badla zamana
Chhe naye paison ka puraana ek aana
Aaha badla zamana
Wah wah badla zamana
Chhe naye paison ka puraana ek aana
Aaha badla zamana
Wah wah badla zamana
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Wah Wah Badla Zamana Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Wah Wah Badla Zamana
Movie / Album
Miss India 1957
Artist / Section
Mohammad Rafi
Related Songs from Miss India 1957
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Wah Wah Badla Zamana in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







