Wallah Kya Baat Hai Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Wallah Kya Baat Hai Artist : Alka Yagnik |
Save As | |
| Wallah Kya Baat Hai Artist : Alka Yagnik |
Save As |
Wallah Kya Baat Hai Song Lyrics
Song Lyrics Title = Wallah Kya Baat Hai
Song Lyrics Movie = Rishta To Ho Aisa (1992)
Singers = Alka Yagnik, Sudesh Bhonsle
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Laxmikant Shantaram Kudalkar
(Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma
(Laxmikant Pyarelal)
Director = Kalpataru
Music Label = TIPS Music
Starring = Rishi Kapoor, Juhi Chawla, Jeetendra
Release on = 28th August, 1992
mp3 songs
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Hai mera maashuk kitna haseen
Ghul pairhan ghul badan ghul zabee
Kasame khuda bas karamaat hai
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Haay haay kya baat hai
Aashiq bhi mera hai kitna haseen
Dilbar dilshaad maade nashee
Kasame khuda bas karamaat hai
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Daale nazar to tadap jaaye dil
Aashiq se behale na behlaaye dil
Majnu bhi ho to kahe haaye dil
Koi dulha bhi ho to dulhan chhodke
Mere maashuk ke pichhe pichhe phire
Log puchhe ke yeh kiski baarat hai
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Haay haay kya baat hai
Hai mere khaala ka kissa ajeeb
Gundon ke ghere mein thi main gareeb
Yeh bhaag kar aaya mere kareeb
Mere aashiq ne phir woh tamasha kiya
Iski todi kamar usko laafa diya
Yeh jawaan mard mere saath hai
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Haay haay kya baat hai
Kyaa cheez hai ye mera khushzamaat
Chikne mulayam yeh resham se baal
Upar se do do malaai ke thaal
O mere ghulzamaa ye tu kyaa kardiya
Yeh kameena to mere gale pad gaya
Aabroo meri khaala tere haath mein hai
Wallah kyaa baat hai
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Haay haay kya baat hai
Hai mera maashuk kitna haseen
Aashiq bhi mera hai kitna haseen
Kasame khuda bas karamaat hai
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Wallah kya baat hai
Haay haay kya baat hai....
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Wallah Kya Baat Hai Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Wallah Kya Baat Hai
Movie / Album
Rishta Ho ToAisa 1992
Artist / Section
Alka Yagnik
Related Songs from Rishta Ho ToAisa 1992
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Wallah Kya Baat Hai in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







